teacher nay pathan sy pucha
Teacher: 1876 Me Kya Howa Tha?
Pathan: Nahi Pata!!
Teacher: Stupid Qaid-e-Azam Peda Howe Thay.
Ab Ye Batao K 1880 Me Kya Howa Tha??
Pathan: Thora Sochne K Bad Qaid-e-Azam 4 Saal K Howe The.
by Abdul Hannan (few years ago!) / 1078 views
Similar Jokes
bivi pay hakoomat KaRNa koi mardangi naheen hai
mardangi to yeh hai kay bivi ko mar kay us pay hakooma ki jay
professor khapay ki katab
" haan main kutta hoon" say iktibas
by Abdul Sami (few years ago!)
Waqil: Chaku per tumhari ungiliyon ke nishan paye gaye hain khoon tumne hi kiya hai
Apradhi: Waqil sahab aisa kaise ho sakta hai us waqt to mene dastane pehne hue the
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Humey garibon k sath pyar se paish aana chahiye.
Student: Acha ab samjh me aaya.
Teachr: Kya?
Studnt: Yahi k papa aksar Padosan ko galay q lagate hain.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Girl: kiya hum Mcdonalds ja sakte hain?
Boy: han agr tum mujhe Mcdonalds ki speling suna do t0u
Girl: kuch dair soch k boli dafa karo hum KFC chalte hain.
Boy: acha ye btao k KFC se kya bnta h?
Girl: kuch der sochne k baad sharmindgi se boli acha chalo kahin se naan chhollay kha lete han.:-D
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan docter se :sunai deta hai kuch nazar nahein aata.
Docter:aisa kab hota hai?
Pathan: phone karte waqt.
by Ramzankhan (few years ago!)
ladka-jaanu mai tuhe subha se shaam tak shaam se subha tak pyaar karunga...
girl-to jaanu fir mai potty krne kab jaungi?????????
by Pak101.com (few years ago!)
1 nursery CLASS ka bacha bola-madam main aap ko kaisa lagta hun?
Madam boli
SO SWEET
BACHA apni side Ke Larki se bola
dekha maine kaha tha na
line marti hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
teacher: tum apni mummy ko mum kahte ho,to apni mumy ki badi bahan or chhoti bahan ko kya kahte ho?
boy: MAXIMUM & MINIMUM
by Pak101.com (few years ago!)
Police-Tumhara dost kese mara
Sardar-Pata nahi wo bola mere pet
me chuhe kud rahe he “to mene usko chuhe marne ki dawa khila di.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Employee:
Boss aap shadi shuda mardon ko hi noukri q daitay
hain????????
Boss:
Q kay unhain pehlay hi say Gaalian khanay ki aadat
hoti hai………….=
by Tanveer Hussain (few years ago!)