pathan & kela
Pathan :chilkay samait KELA kha raha tha.
Admi: Is ko cheel to lo.
Pathan: Cheelne ka kia zarurat hai,hum ko yaqeen hai is k andar KELA he hai.
by Abdul Hannan (few years ago!) / 768 views
Similar Jokes
Aik Larki Dukan Daar:
Koi Aisa card hay jis me likha ho k me tum se aur sir tum se pyar karti hoon
Dukandar: haan hai
Girl: Tu Phir aisa karo
Kay
2 darjan pack kar do
by Mohammad Ali (few years ago!)
Ek baar NARADJI ne kuch aisa dekha ki vo Behosh ho gaye
.
Taaqat paane ke liye..
.
.
.
.
HANUMANJI "Rajanikanth chalisa" padh rahe the..!!
by Pak101.com (few years ago!)
Air Hostess to Raaz in plane-Raaz Sahab Aap Kya Lenge?
Raaz-Mai Neeche Uter kar Rickshaw Loonga
by Pak101.com (few years ago!)
Boy: what will u give me as reward if i climb Mt.Everest? Girl: A push.
by khalid hussain (few years ago!)
pathan to dukandar:give me blackbulb
dukandar:what is black bulb
pathan:ullu ke pathe jab rat ko andhera hota hai to hum roshni wala bulb istamal kartay hain mujhe ab andhere wala bulb chahiye takay sabah mein sunay ke liye andhera kar sakoon
by hearthackervsgirls (few years ago!)
GOLU :chilkay samait KELA kha raha tha.
MOLU: Is ko cheel to lo.
GOLU: Cheelne ka kia zarurat hai,hum ko yaqeen hai is k andar KELA he hai.:-)
by Pak101.com (few years ago!)
Aik Sardar G Kahin Ja Rahe Thay
K Dewar Pe Parha
PARHNE WALA Kutta
Sardar G Ko Bahoot Ghussa Aaya
Tou Mita Ker Likh Diya
Likhne Wala Kutta
by Pak101.com (few years ago!)
Shohar:tum roz mera ghar meri car,har waqt mera mera karti ho kbi humara bi kah dia karo.
Chalo ab kia dhondh rahi ho?
;->
bv:humara dopata
by Sabir shah (few years ago!)
Santa To Rikshaw Wala: Arey o Bhai Khaali Ho Kya… ?
Rikshaw Wala: …Haan g Bilkul Khaali Hoon
Santa: Aao Chalo Phir Taash Khelty Hyn . . . =P ;->
by Mohammad Ali (few years ago!)
Muftimal Naam Ka Ek Baniya Bazaar Se Kele Lene Gaya.
Ek Thele Wala Kele Bech Raha Tha Uske Pass Ruka Aur Pucha.
Muftimal: “Ye Kela (Banana) Kaisi Diya?”
Thelewala: “1 Rs Ka Ji.”
Muftimal: “60 Paisi Ka Deta Hai To Bol”
Thelewala: “60 Paisi Mein To Sirf Chilka Milega”
Muftimal Paisi Dete Hue: “Ye Le 40 Paisi, Chilka Apne Paas Rakh, Kela Mujhe Dede“
by Pak101.com (few years ago!)