Teacher Aa rahay Hain
Dada Apny Potay Se: Tumhary Teacher Aa rahay Hain,
Tm Chhup Jaao.
Pota: Pehle Aap Chhup Jaen,
Maine Aapki Mout Ka Bahana Bana Kar 2 Hafte Ki Chutti Li Hai. :-)
by Pak101.com (few years ago!) / 1151 views
Similar Jokes
BHIKARI-maine ek kitab likhi hai jiska naam hai paise kamane ke sau tarike.
Raahgir-to phir bhik kyon maang rahe ho
BHIKARI- YE UN SAU TARIKO ME SABSE AASAN TARIKA HAI.
by Pak101.com (few years ago!)
Old Man: Putar mere dand (teeth) lai ke aa.
Putar: Bapu roti te bani nahi hai.
Old Man: Roti nahi khani, sahmne vali buddhi nu smile deni hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Customer : Bhai kab se wait ker raha hoon khana abhi tak tayyar nahi howa?
Hotel Wala : Sir kahana tu 3 din pehlay se tayyar hai bas gharam ho raha hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Journalist: Tell me Major, did you ever fall into d hands of d enemy in any of ur engagements?
Major: Oh, yes, but I escaped when I got a divorce.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek bar Engineering K Sbhi Professors Ko ek Airplane Me Bithaya Gya.
Fir Announce Kiya Gya Ki
Ye Plane Apke Students Ne Bnaya Hai
Sab Professors Niche Utar Gye
Pr Principle Bethe Rhe.
Logo Ne Pucha – Apko Dar Nahi Lagta?
Principle-
“Muje Apne Studnts Par Pura Bharosa Hain.
Start Hi Nahi Hoga.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa - My wife died yesterday..
I'm trying to cry but tears are not come out,
what to do?
Banta - No Problem.
Just Imagine she Came Back
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Chuhey Ne Ek Pura Suit Kutr K Kha Liya Magar Wo Fir b Bhukh Se Mar gya
Kyuki Wo Suit
MaLLika Shearwat Ka tha...
by Pak101.com (few years ago!)
1 Admi GOLU Ko Mar Raha Tha
Logo Ne Poocha K Q Maar Rhe Ho
Aadmi-Sala 1 Ghante Se Pooch Raha Hy K
Phir Sailab Kb Aaega
Muje Rashan Nai Mila
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:Bachcho,Aaj Mai Apko Bhag Ke Sawal Sikhaungi
Billu:Mam Mai Bhag Ke Sawal Nahi Kar Sakta,Mera Dam Bhar Jata hai
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Peter, why r u late for school again? Peter: Well, Miss, I dreamed that I was playing football & the game went into extra time.
by Mazhar Khan (few years ago!)