Burai Ka Badla Wafa Se
Pakeeza Jazba:
Jab Tum Kisi Ko Nazar Andaz Karo, Aur Woh Tumhain Iska Badla Wafa Se De.
To Jaan Lo, K
Sharafat Dikha Raha Hai,
Zaroor Koi Matlab Hoga Kameenay Ka. :-)
by Pak101.com (few years ago!) / 985 views
Similar Jokes
Pathan Asked A Doctor :
Milk Pene Se Rung Gora Hota Hai
Doctor: Han Milk Me Calcium Hota Hai Isliye
Pathan : Chal Jhoote Phir Bhains Ka Bacha Kala Q
Hota Hai ?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher: agar aise hee padte rahoge, zindagi mein kuch nahi banoge.
Student: jab zindagi mein kuch nahi banunga, tab main bhi ek teacher ban jaaunga sir.
by Pak101.com (few years ago!)
wife:mujhe kahi mehangi jagah le kar chalo
husband:chalo petrol pump chalte hai
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: active pasive me diff btao
Studnt: active> tere mast mast 2 ne’en mere dil ka le gai chain
Passve> mere dil ka le gai chain tere mast mast 2 ne’en.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
pathan service shoes ke dukan par
Bari guarantee daindey o
jutti ne tay 2 din v nai kaddy
dukandar: huwa kay hai
pathan: Masjid vichon chukki gai ey.
by Pak101.com (few years ago!)
Tumhari *Namaz… *Roza… Aur… *Qurbani… Sirf aur sirf…! *ALLAH* Ke liye hein… Magar Yaad rakho…! Khaal sirf aur sirf *=MQM=* ke liye hai…
by Hassan Ali (few years ago!)
Sardar K Ghar Chor A Gya
Sardar Ne Dekha To Chor Bhaga.
Sardar Bhagta Bhagta Chor Sy B Agay Nikal Gya.
.
.
.
Sardar: Ek Tay Chori Utto Saday Naal Raisaan…?
by Pak101.com (few years ago!)
Ik Doctor (surgeon) pehli bar operation kar raha tha.
Operation complete hote hi voh apne ghutno ke bal baith gaya aur sar upar uthake bola: HEY KAALI MAA MERI PEHLI BHET SWIKAR KARO
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Qayamat k din zamin phat jayegi,
Aasmaan tukray tukray ho jayega,
Har cheez fana ho jayegi.
Pathan Student: To kya us din school ki chutti hogi?
by Abdul Hannan (few years ago!)
Baap: mujhe apni report card dikhao
Beta: Mere dost ne mujhse udhar li hui hai
Baap: Wo kyun?
Beta: Kyunki wo apne parents ko darana chahta hai
by Pak101.com (few years ago!)