Baap: mujhe apni report card dikhao
Baap: mujhe apni report card dikhao
Beta: Mere dost ne mujhse udhar li hui hai
Baap: Wo kyun?
Beta: Kyunki wo apne parents ko darana chahta hai
by Pak101.com (few years ago!) / 945 views
Similar Jokes
Girl : Meri Ek Ek Saans Pe Ek Ek Larka Marta Ha
.
.
.
.
.
Boy : To Tum Koi Acha Sa Toothpaste Use Kyun Nahi Karti
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Khushiyan Kiya Hoti Hen?Jokes Ek
sahab dosray sahab se: Bhai ye
khushiyan kiya hoti hen? Dosray
sahab: Pata nahi bhai, meri to kum
umar me hi shadi ho gaii thi
by Åkásh khãñ (few years ago!)
Sochta Hon Apna Mobile kisi Faqeer ke Havale kardon,
+
"Faraz"
+
Tere Roz Roz kE purane sMs Mujhse parhe Nai jatey....!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Beta : 500 Rs Do na.
Papa : Kya Karega ?
Beta : Mere Sare Friends Ka A/C Hai,
Mai Bhi Khulwaunga.
Papa : Very Good. Kaha Pe ?
Beta : Cigrate Ki Dukan Par.
by Pak101.com (few years ago!)
Banta: Yar meri biwi pani se bohat darti hai.
Friend: Acha wo kaise?
Banta: Yar kal mein ghar gaya to wo bathtub mai bhi security guard k sath bethi thi!
by Pak101.com (few years ago!)
Pansi se pehle inspector ne sardar se pocha:bata teri aakhri khawahish kia hai?
Sardar:mera sir neche our tanegen oper kar k phansi de do.
by Sabir shah (few years ago!)
Ladkiya Dusri Ladkiyo Ko Gift Mein Perfumes, Ear Rings, Jeans, Tops Ya Choclates Deti Hai.
Aur Ladke
“Ye Le Ladki Ka Number, Bas Mera Naam Nahi Ana Chahiye“
by Pak101.com (few years ago!)
Boy: Will you marry me?
Girl: No
Boy: But Why?
Girl: My family will not agree.
Boy: Who is in your family?
Girl: 1 Husband and 2 kids.
by Pak101.com (few years ago!)
Taxi Driver: Petrol Khatm Ho Gaya Hai Gadi Aage Nahi Ja Sakti
Sardar:Koi Baat Nahi
Reverse Lelo, Vapas Ghar Chalte Hain
by Pak101.com (few years ago!)
ek pagal gusse me aakar kehta hai
mai saari duniya ko mita dunga, mai sari duniya ko mita dunga
.
.
dosra pagal has kar bola
.
he,he,he,he, mai tujhe RUBBER hi nahi dounga
by Abdul Hannan (few years ago!)