Santa ko Police Ne Accident Karne Pe
Santa ko Police Ne Accident Karne Pe
Arrest Kiya..
Judge:Aakhir Ye Accident
Hua Kaise?
Santa:Kyaa Pata Sir,
Me to so Raha Tha....
by Pak101.com (few years ago!) / 697 views
Similar Jokes
Snta- pant ki silai kitni h?
Tailor-150 rs.
Snta- Aur nikkar ki?
Talor -50 rs.
Santa- Chal nikkar hi sil de or lambai pairon tak rakhiyo..gm
by Pak101.com (few years ago!)
Main teri Maa Hoti
Teacher: Main teri Maa Hoti Tou Main Tujhy
2 Din Main Sudhaar Deti …
Student: Madam, Kal Tak Main Apne Papa Sy
Mashwara Kar k Bata Doonga …
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 gadda ro ro k dua kar raha tha k mujhe parhna likhna aa jae
wo lamha qaboliyat ka tha ;-
us ki dua qabool howi
aur
ab masha Allah wo ye parh raha hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Boss: Itne kam kapray pehan k q aai ho? Aadha jism dikh raha hai.
Girl: Itni salary mein yehi aata hai!
Boss: Manager, Iss ko 3 months tak salary mat dena
by Pak101.com (few years ago!)
Pappu ko dost ne dinner pe bulaya.
Pappu jab dost ke ghar aaya toh ghar pe tala laga tha,
Aur likha tha maine bewqoof banaya tumko….
Pappu ne Hoshiyari dikhai or niche likh diya,
“Main toh aaya hi nahi tha”
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Aao Race Lagaty Hain
Jo Haara Wo Ek Hazar Rupe Dega
Sardar:
Lekin Mujhe Rasta Nahi Maloom
Pathan: Bus Tum Meray Peechay Peechay Rehna
Sardar: Thanks Yar
by Mohammad Ali (few years ago!)
Man: Doctor my wife recently has lost her voice. What should I do to help her to get it back?
Doctor: Try to come home at 3 in the morning.
by Pak101.com (few years ago!)
FAQIR: ALLAH k Nam pr kuch day do?
Ghar se larki boli: kuch nahi ha maf karo,
FAQIR: Apna numbr hi day do, Baba Dua b kary ga or msg b.!:-D;-)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher Class Mein Lecture Dete Hue Kehti Hai.
Teacher: “Agar Irada Pakka Ho To Jo Hasil Karna Chaho Woh Zarur Milta Hai”
Student: “Rehne Dein Miss, Aagar Aisa Hota To Aap Meri Miss Nahi Misses Hote“
by Pak101.com (few years ago!)
Urdu Pashto Chinse ki bmisal kamybi ke bad Ab Faraz in English; This is this and What is what Faraz, If this is what then what is this Faraz
by Mazhar Khan (few years ago!)