Film Director: Tum ko 200 feet
Film Director: Tum ko 200 feet ki height se swimming pool me jump lagana hai.
Film Actor: Par mere ko tairna nahi aata, mein doob jaunga.
Film Director: Chinta Mat Karo, pool me paani nahi hai.
by Pak101.com (few years ago!) / 803 views
Similar Jokes
Bhanja:Mujhe 200/Rs. Do,
Mama:Tujhe Rupaye Ki Nahi AQal Ki Zarurat Hai,
Bhanja:Ab mai Apse Wahi Cheez to Mangunga Jo Apke Paas Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Change this sentence into Future Tense, "I killed a person"
.
Student: The Future tense is "You will go to a jail"
by inayat khan (few years ago!)
1 Admi Apne Bete Se: Oye,Ghabra Mat Tu Sher Da Puttar Hai!
Beta:Ha Papaji
Class Me Miss Bhi Yahi Bolti Hai
Ki Tu Kisi Janwar Ki He Aulad Hai
by Pak101.com (few years ago!)
SARDAR : Yaar maine apni girl friend ko gift dena hai, kya du?
2ND : Gold ring de de.
1ST : koi badi cheez bata.
2ND : M.R.F ka tyre de de.
by Pak101.com (few years ago!)
Admi:beta tmhari umer kitni hai?
Bacha:ji ghar me 14,school me 12 or
:-)
facebook pe 18 sal hai
by Sabir shah (few years ago!)
Teacher:1876 k science dano ke bare me kia janty ho?
Student:sir sab k sab mar gae.
by Sabir shah (few years ago!)
Laloo: Doctor, I don't remember anything, sometimes on road I even forget if I am going to office from home or going back to home from office.
Psychiatrist: In such a condition, you should check your tiffin. If it is empty then you are going to home, if it is full, you are going to office.
by Pak101.com (few years ago!)
Pakistan mai loadshedding khatam
:
:
:
:
:
Abhi itna hi suna tha k light chali
gae :-(
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa: Main aur meri girlfriend shaadi kar rahe hain...
Banta: mast, Kab...?
Santa: Meri 7th Dec ko
aur uski 13th Feb ko..!
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar:tum kaise paida howi?
Girl:opration se aur tum?
Sardar :khof se
girl:kia matlb?
Sardar:meri ma k pas 2 dako aae aur kaha jo kuch hai nikal do.
by Sabir shah (few years ago!)