Wife to Husband
Wife to Husband : Meri to koi aulad nahi hai isliye sochti hu ki apni saari jaydad kisi sadhu ko daan kar dungi
Yeh sunkar pati uthkar jane laga
Patni : Tum kaha ja rahe ho?
Pati : Sadhu ban-ne
by Pak101.com (few years ago!) / 918 views
Similar Jokes
Common Sense
Pathan aur Sardar paani peenay gai, glass ulta para hua tha
Sardar: Khan Sahab iska to moo hi band hai.
Pathan: Haan yar yeh to neechay se b toota hua hai…
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Sardar 2 doctr: Mujhe 1 problem hai
DR: Kya?
Sardar: Baat karte waqt aadmi dikhai nahi deta
Dr: aisa kab hota hai?
Sardar: Phone karte waqt
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 pathan samose khol kar ander ka masala kha raha tha.
1 admi ne pocha pura kiun nahi khate?
pathan bola:baba doctor ne bahir ki cheez khane se mana kia hai
by Zia Rasool (few years ago!)
Shair arz kia hai
pewasta e shajar se umeed e bahar rakh
bachay 2 hi achay ,bivian beshak 4 rakh
by Sabir shah (few years ago!)
Agar dil ka naam Anda(egg) hota toh films ka
naam is tarha hote..
Ye Anda aapka hua Hum Anda de chuke sanam,
Hum aapke Ande main rehte hain,
Ande wale dulhaniya le jayenge..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
High class Insult
Ek ladki apni pic upload kar k likhti hai,"hi frends, kaisi lag rahi hu"
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
A boy commented- tere baap ne 15-20 hazar ka mob. diya hai, to ghar me 500rs. ka sheesha b lagaya hoga.. usme dekh le hamse kyu puchti hai bhutni kahi ki
by Pak101.com (few years ago!)
Mein to pehle hi Uskey Bhai se Buri tarah pit chuka hon
Faraz!!!
Ab woh kehti hai, "to Phir Aao Mujhko Satao"
,,,
\(',')
((>
<\
by Mazhar Khan (few years ago!)
Boy 1: Larkion ko "I love you" bolny ki sab se achi jagah konsi hai?
Boy 2: Daata Darbar
Boy 1: Kion ??
.
Boy 2: Kionky wahan larkiyon ne chapal nahi pehni hoti
by @irha@ (few years ago!)
Ladki Deo laga ke Bus pe chadhi, Ladke ne comment paas kiya 'Aajkal Phinayal ka Use zyada hota hai'
Ladki boli: 'Fir bhi makkhiya pichha nahi chhodte'
by Pak101.com (few years ago!)
Bhikhari ne awaz lagai-
Babu ji roti milegi?
Andar se awaz aai-Biwi ghar par nahi hai.
Bhikhari-CHUMMA Nahi maanga saale,roti maangi hai.
by Pak101.com (few years ago!)