Height Of Student Talent
Height Of Student Talent:
.
.
Teacher:” U Just Got 5 Marks &
Still U R Laughing..
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Student:” I’m Wondering How I
Got 5 Marks..
I Wrote ‘Hooka Bar’ Lyrics
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 753 views
Similar Jokes
Aaj didar,
Kal yaar,
Parso Pyaar,
Phir ekrar,
Phir intezar,
Phir takrar,
Phir darar,
Sari mehnat bekar, or
Aakhir mein ek or
Devdas at beer bar.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Aik Pathan apny shoulder pe Parrot ko ly k ja raha tha.
Aik bandy ny poocha..
Ye jaanwar kahan se lai ho?
TOTA BOLA,
"Peshawar"
by Abdul Hannan (few years ago!)
A boy 2 pathan: Mai agar chahon to tamam Pathano ko Jannat se nikal kar Jahanum main la sakta hoon.
Pathan: Kaise?
Boy: Main Jahanum mai Naswar ka dukan kholon ga.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
PROFESSOR : Gandhi Jayanti ke baray mein kya jante ho?
MUNNA BHAI :Gandhi bahut zabardast aadmi tha, Baap. Maa Kasam, par apun ko yeh nehin maloom ke yeh Jayanti kaun hai.
by Pak101.com (few years ago!)
father- 1 zamana tha k mai Rs 10 me kirana, saag, dudh, or nashta leke aata tha.
Beta-Ab possible nahi hai Dad Qki ab wahan CCTV camera hota hai
by Pak101.com (few years ago!)
Yamraj (Gusse me) Yamdut se: Mene Tuje Kaha Tha Ki "Ja.. Pan lekar aa."
.
.
Aur tu Gadha,
.
.
.
.
"Japan" lekar Aa Gaya..
by Pak101.com (few years ago!)
Waiter: Khan Sahib 10 Rup Tip To Meri Insult Hai…
Khan: To Phir..?
Waiter: 20 Rup To Hone Chaiye Na…
Khan: Main Tumhari Double Insult Nahi Kar Sakta…
by Mazhar Khan (few years ago!)
Boyfriend: Main Tumhe Kab Call karun???
Girlfriend: Jab Tum Chaho Tab.. :D
BF: Kal Main ne Call kiya tha..!! GF: Acha.. Par Utni jaldi nehi uthti Main.
... BF: Hmm.. To Main kal 11 Baje Call Karunga ?!
GF: Nahi, tab to Papa Ghar pehonge..
BF: To 3 Baje Call Karta hoon..
GF: Nahi, tab to Lunch ka Time hoga Na..
BF: To phir 5 Baje???
GF: Nahi, Tab to favorite Serial dekh rahi Hungi..
BF: To Raat ko Call karuga..??
GF: Nahi, Raat ko sab Waapas Ghar hote Hain..
BF: To Main Aakhir Call kab karun ???
GF: Jab Tum Chaho Tab.. :P
by Pak101.com (few years ago!)
BUSH baraa chalak hai....... 9 bachoon ka bap hai.. BUSH. bara nirala hai .10wa bhi aanay wala hai........waise aapus ki baat hai.........is sab main USAMA ka haath hai
by Abdul Sami (few years ago!)
Aaj, kal, harpal,
Aaj, kal, harpal, har samay, har vaqt, maheno, salo saal se ek DIL tumhare liye dhadakta tha aur dhadakta rahega aur wo DIL hai ur"s own DEAR
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)