Student
Na waqt hai etna ke syllabus pora kia jaye
Na tarkeeb hai koi ke exam pas kia jaye
.
Na jane konsa dard dia hai es parhayi ne
Na soya jaye owr na roya jaye
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 791 views
Similar Jokes
65... kissing a girl on her forehead is respect,,
kissing a girl on her cheek is care,,
kissing a girl on her eyes is care & love,,
kissing a girl on her lips is love,,
but kissing a girl
.
.
..
.
.
..
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
in front of her boyfriend.....
HUD HUD DABANGG DABANGG DABANGG
by Pak101.com (few years ago!)
Pappu:miss gandhh g k sar pe baal kiun nai thay?
Miss:ye akalmand logon ki nishani hoti hai
pappu:tab hi larkiaon k itne lambe baal hote hain.
by Sabir shah (few years ago!)
1 Nurse Ka Mangaitar Usay Bari Hasrat Se:
“Jaanu Kash Mujhe Koi Haadsa Paish Aata
To Main Tumhare Ward Main Admit Hota,
Tum Meri Khidmat Karti
Aur Main Jaldi Theek Ho Jata”,
Nurse:
Jaan Tumhe Mere Paas Koi Hadsa Nahi
Balkay Moujza Hi La Sakta Hai,
Kyon K Main DELIVERY Ward Main Hoti Hoon …
by Pak101.com (few years ago!)
FATHER: How are your grades, son?
SON: Under water, Dad.
FATHER: Under water? What do you mean?
SON: They're below C level
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Bv:janu suna hai k janat me husband aur wife ikathe nai hun ge.
Husband:o paglal isi lye to use janat kehte hain
by Sabir shah (few years ago!)
1 admi ki 1 tang toot gai
jab hospital me puncha to us ne dekha aik ki donon tangen toti howi hain
admi ne us se pocha kia ap ki 2 bivian hain.
by Sabir shah (few years ago!)
Sardar Dharakt pe charha to upar bandar ne
pocha : Oper kyo aya?
Sardar: Apple Khanay
bandar: Yeh to aam ka darakht hai
Sardar: Pata hai, ais liye Apple sath laya hun
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan ka kisi se jhagra ho gaya
pathan ne us ki tasweer le kar qabistan me laga di aur neche likh dia
comming soon.
by Sabir shah (few years ago!)
kehtey hain ek ladkii k padhne say saaara ghar
taalim e yaafta hojaata Haii
Lekin
Ladki k college jaaney se jo dus ladke fail hojaatey
hain...
...
USKA ZIMMEDAAR KAUN.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Lady called Fire Brigad:Helo Mere Ghar Aag Lag gai He
Pthan Pani Dalo
Lady Dala pr Nai Bujhi
Pthan:to marjao hm konsa pepsi dalega.
by Mazhar Khan (few years ago!)