Tameezdaar hai
Jo insan itne garmi main
bhi tameez se baat karay
wo waqai tameezdaar hai :P
by Mazhar Khan (few years ago!) / 929 views
Similar Jokes
MODERN BEIZZATI…Boy:
I Luv UGirl:
Apni Shakal Dekhi Hai Kya?
Boy:
Dekhi Hai Tabhi To Tere Pas Aaya
Warna KATRINA KAIF K Pas Na Jata.
by Pak101.com (few years ago!)
1 aurat Coma main chali gai
shohar murda samajh kar dafnane chala.
Raste main janaza khambey se takrane se aurat ko hosh aa gaya.
...1 haftey baad aurat phir chal basi.
Sab log kalma parhte huwe ja rahe the
lakin shohar ki zuban pe 1 hi baat thi
.
.
.
.
.
.
.
.
"Khamba dekh k Oye
Khamba dekh k :-)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Larkay wale:
Aap ki beti kuch karti hai?
Larki ki amma…
Haan jii
MASHAALLAH
Rozana 3 rupee mai 500 sms krti hai..A.M.A
by Tanveer Hussain (few years ago!)
During The Match
Batsman LBW Hua..
SANTA:
Log HumE Pagal Samajhte Hain..
Yaha To Sab Pagal Hain..
Lagi Batsman Ko Hai Aur Bowler Cheekh Raha hai..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ik Gujarati Babu ke 2 kids the: Raju aur Sanju.
Raju: Papa, Sanju apko gadhe ke barabar bhi nahi samjhta.
Sanju: Nahi papa, yeh jhooth bol raha hai, mein to samjhta hoon ji.
by Pak101.com (few years ago!)
Aisi Konsi jagaha Hai?
Jahan Ameer se Ameer insaan B
Katori le k khada rehta Hai?
Pani Puri wale k paas.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 patan ko gadhay ne laat maari
pathan ko boht ghussa aaya wo utha or gadhay ko 4 – 5 laaten maar kar bola:
tu kia samjhta hay mein tujh se kam hun.?
by Pak101.com (few years ago!)
college me lecture chal raha tha...
1 ladka achanak uth kar class k bahar chala gaya...
lecturer: ye bahar kyu gaya???
ladke ka dost: sir usko nind me chalne ki aadat hai...!!!
by tahir bashir (few years ago!)
Man: Radio or Akhbar me kya farq
hai?
Pathan (bohat sochny k bad): Daikh
mera bhai, baat hai samjhny wali, ab
radio me Aap rotiyan tou nai la skty
na.;-)
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Ek kabutar ne sante te wiath kar diti..
Santa- O teri maa ne tenu kachha pauna ni sikhaya ?
Kabutar- saleyaa tu kachha pa ke tatti karda??
by Pak101.com (few years ago!)