MODERN BEIZZATI
MODERN BEIZZATI…Boy:
I Luv UGirl:
Apni Shakal Dekhi Hai Kya?
Boy:
Dekhi Hai Tabhi To Tere Pas Aaya
Warna KATRINA KAIF K Pas Na Jata.
by Pak101.com (few years ago!) / 879 views
Similar Jokes
Santa sent SMS to his BOSS: Me sick, no work.
Boss SMS back: When I am sick I kiss my wife try it.
Two hours later Santa sms 2 boss: Me ok, ur wife very sweet.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa : Aapne nurse bahut changi rakhi hai, uska haath lagtey hi mein theek ho gaya.
Doctor : Jaanta hoon, thappad ki awaaz mujhe bhi sunai di thi.
by khalid hussain (few years ago!)
Aik sardar ko kisi ne khali message kia to sardar ne us number pe cal kar k kaha bhai ap ko maloom hai k ap k mobile ki sihai khatam ho gai hai
by Sabir shah (few years ago!)
Argentina ka Messi, Brazil ka Kaka...
Wah waaa wah waaa!!
Argentina ka Messi, Brazil ka Kaka...
Dono team baahar...
Ab karo WAKA WAKA!!
by Pak101.com (few years ago!)
SARDAR:BANO KIA TUM AAJ RAAT KO MERE GHAR AA SAKTI BANO:KYON
SARDAR:AAJ MERE GHAR RAAT KO KOI BHI NAHI HOGA
BANO:THEEK HAI MEIN AAON GI JAB BANO JAATI HAI TO SACH MEIN KOI NAHI HOTA
by Pak101.com (few years ago!)
Geeta- “Seeta, meri ghadi kho gayi,
kya tumne kahi dekha hai?”
Seeta- “Nahi, chalti thi ya band thi?”
Geeta-”Chalti thi|”
Seeta- “Tab jaroor kahi chalkar gayi hogi
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa ko uska sasur jute maar raha tha
Aadmi : Kyu maar rahe ho?
Sasur : Meinie ise Hospital se SMS kiya.
Tum baap ban gaye ho. Isne apne sare friends ko
forward kar diya
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Gayon mein aik shakhs ka inteqaal ho gia aik saheb tazyat kay liye in kay betay kay pas gaye aur poocha marhoom ko kia bimari thi.
Betay nay jawab mein kaha burhapa khood aik bimari hai.
Woh saheb bolay: Waqai hamaray mohallay mein bhi teen char bachay isi bimari mein maray hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
7-chatai par 7-sadhu bethe the,
1 Aadmi ne sbse bade sadhu se
pucha-"Baba Ladkiya line nhi
deti ky karu?
Sadhu(chote sadhu se )- 1 chatai
aur laga bhai ke liye.
by Pak101.com (few years ago!)
Miraasi ka bacha school daakhil ho gaya
Teacher ne kaha 2 ka pahaara sunao
Wo sharmatay howe bola
Miss G Tussi Naal Niki Niki Tolki Wajao
by Tanveer Hussain (few years ago!)