LAdki sab ladko se hans
Theacher- "LAdki sab ladko se hans ke baate karti hai. Batao is sentence me ladki kya hai?"
Student-"Sir, ladki bahut chaalu hai"
by Pak101.com (few years ago!) / 1031 views
Similar Jokes
Beggar 1: Arey, tum kyu us movie poster ko aise gur rahe ho?
Beggar 2: Main hee is movie ka producer hoo
by Pak101.com (few years ago!)
Driver: Poora petrol khatam ho gayi hai. ab aage nahi bad sakte.
Santa: teek hai, gaadi reverse lo aur ghar vaapas chalo
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Pathan Pe Bijli Ka Taar Gir Gaya:
Pathan Tarap Tarap k Marne He Wala Tha,
K
Usay Yaad Aaya
K
Bijli 2 Din Se Band Hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
TEACHER: PAPPU, how do you spell “crocodile”?
PAPPU: “K-R-O-K-O-D-A-I-L”
TEACHER: No, that’s wrong
PAPPU: Maybe it’s wrong, but you asked me how I spell it!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek pathan ka school main 7th class main new admision howa .
Teacher.beta batao Allama iqbal koN hain?
Pathan.hum ko kya pata hum to school mai naya hai..
by Pak101.com (few years ago!)
Mil gaya,
Mil gaya mughe KOI mil gaya…..
oye oye mil gia
mil gia , oye mil gia
sach me mil gaya Yaar…………..
April main mara SMS padhne wala ik or FOOL mil gaya,
c
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar In UK Hotel Khana Khane Gia
Wo Murgi Khana Chahta Tha
Lekin Murgi Ki English Bhol Gia
Thy Askd Wht Do U Want SRdar G?
Sardar Replid: Éggs’ Mother
by Pak101.com (few years ago!)
Conductor:- Bus Stop Aa Gya Jise Utarna He, Utar Jao?
.
.
Girl:- 2 Minutes Roko me Kapde Utar Rahi Hu....
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Sabhi Ne Piche Dekha,
wo Kapdo wali Bag Utar Rahi Thi.
by Pak101.com (few years ago!)
Pakistani to American: Tum choron k sath kya Salook karte ho?
American: Hum unke sath bohat acha salook karte hain. Un k khany peeney ki her cheez ka khayal rakhte hain.
Pakistani: Bas! ye to kuch bhi nahi, Tum abhi hum se bohat peechay ho.
Hum to choron ko President bana dete hain
by Pak101.com (few years ago!)
Ek sardar ki chatri me hole tha,
kisine pucha, umbrella me hole kyun?
Sardar bola, Oye barish ruk jayegi to pata kaise chalega.
by Mohammad Ali (few years ago!)