love
Someone Asked Shakespeare:
“U Married A Girl Elder Than U, Why?”
He Showed Him A Calendar N Said
“A Week Has 7 Days;
...Can U Say Which Day Is Younger,
Either Sunday Or Saturday ??
So, Love Comes From Heart Not In Age”
Love Has No Age.
-MORAL:
Senior Girls R Also Available For Boys:P
by ubaid ur rehman (few years ago!) / 970 views
Similar Jokes
Baba Saxidas Se Unke Ek Bhakt Ne Puchha
Bhakt: “Baba Ji, Aadmi Shaadi Kyun Karta Hain?”
Baba Ne Muskurate Hue Bada Pyara Sa Jawab Diya
Baba Ji: “Taki Wo Marne Ke Baad Agar Swarg Jaye To Achha Feel Kare, Aur Agar Nark Jaye To Ghar Jaisa Feel Kare“
by Pak101.com (few years ago!)
Santa : yaar Biwi ki aadi tedi bate sun sunke mera man aisa karta he, ke use chhat se niche fenk duu :(
par me aisa nahi kar sakta :(
banta : kyo bhai ?? wo jyada hi moti he kya???
Santa : Nahi yaar , Sochta hu ki Agar wo chudeil bach gayi to mera kya hoga
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Boy: Suit to bohot acha pehna hai.
Girl: thanks
Boy: Lipstick bhi achi hai.
Girl: thanks
Boy: Makeup bhi bohot acha hai.
Girl: thanks
Boy: Lekin achi phir bhi nahi lag rahi ho.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Husband : Ari Bhagwan, Tum Mujhe Bazaar Mein
"A.G." Kehke Kyon Bulaati Ho ? Kabhi Akele Mein
To Mujhe "A.G." Nahi Kehti ?
Wife : Bazaar Mein Sabke Saamne "ABEY GADHE"
Kahungi, To Kya Achchha Lagega
by Tanveer Hussain (few years ago!)
GOLU-batao raste k dono tarf ped kyu hote he
MOLU-polution kam karne k liye
GOLU-Galat
kyuki agar ped raste me hote to gadiya kase jayegi
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Inspector questioning Manager in Govt.Office:Who
accepts bribes in this office?
Manager:How much will you give me for that
information??
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Baar 1 Aadmi kO
Raste mE Patthar Mila
UspE Likha Tha
"Patthar kO Palat Lo
Kuch Ban Joge"
Jaise Hi Usne Palta
Dusri Taraf Likha Tha
ULLU Ban Gaya
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Bahi Jaldi Jaao tumhare Ghar Mein Barsta ka Pani Ghus Gaya hai,
Banta: Kyun Jhooth Bolte Ho, Gahr Ki Chabbi to mere Pass Hai..?
by Pak101.com (few years ago!)
Tumhari *Namaz… *Roza… Aur… *Qurbani… Sirf aur sirf…! *ALLAH* Ke liye hein… Magar Yaad rakho…! Khaal sirf aur sirf *=MQM=* ke liye hai…
by Hassan Ali (few years ago!)
A baby monkey asks his father, Father why r we so ugly?
The father says to him, don’t take stress my son
u should see the one who is reading this!!
by Pak101.com (few years ago!)