Shadi tm se karon ga.
Girl:meri maan ko tum bahut pasnd ho.
Larka:sharmate howe
kuch bi ho jae hum shadi tum se kare ga
maan ko kaho mujhe bool jae.
by Sabir shah (few years ago!) / 927 views
Similar Jokes
Aaj girlfriend ne kiya kiss
Aur jal gaya lips
Aaj girlfriend ne kiya kiss
Aur jal gaya lips
Kyoki wo kha kar aayi thi
"Bingo red chili chips"
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar ki beti ko kisi ne sms kia i love you
sardar guse me:jis ne sms kia hai us ko to me poch lun ga. Filhal us ka sms use wapas kar do.
by Sabir shah (few years ago!)
Zindagi Ki Race Me
1st Aany K Liye Hamesha
Ye Soch Kr Bhago K Tm Nangy Ho
Or Peechy Sary Pathan Hein,
Phr Dekhna Jeet Sirf Tmhri Ho Ge Sirf Tmhari…!:
by Pak101.com (few years ago!)
Cat:hw old r u?
Elpnt:5 yrs.
Cat: U luk big.
Elpnt: i m a COMPLAN BOY
cat: i m 20yrs
Elpnt: But u luk small
Cat: PONDS MIRACLE,
BADHTI UMAR MANO THAM SI JAYE...
by Pak101.com (few years ago!)
Santa- yaar tum jamun k ped k neeche
Gulab ka ped kyu
laga rahe ho?
.
.
.
.
.
Banta- is liye ki
Dono ped milkar hame
GULAAB JAAMUN
Denge.!!! :D
by Pak101.com (few years ago!)
Wife : had ur lunch.?
Husband : had ur lunch.?
. Wife : i m asking you
Husband : i m asking you Wife : u copying me.?
Husband : u copying me? Wife : lets go shopping
Husband : i had my lunch :p
by khalid hussain (few years ago!)
Sheikh 8th manzil se niche gira.
Girte huwe kitchen ki window k pas pohncha
to apni BV ko dekh kr chiLaya:
Shagufta meri ROTI na Pakaeen.!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Can u think k
"2+5=11"
kaise aye?
Socho-Socho
Nahi maluum?
Thora aur dimag lagao
Abhi bhi nahi?
OK let me tell u k
kaise aye
"GHALTI SE"
by khalid hussain (few years ago!)
Kanjus Lala Muftimal Ko Bijli Ki Taar Choo Lene Ki Wajah Se Current Ka Jatka Laga.
Biwi Ne Gabrate Hue Puchha: “Aap Theek To Ho Na?”
Kanjus: “Main Theek Hoon Tu Meter Dekh, Unit Kitne Badhe?“
by Pak101.com (few years ago!)
Wo larka aj bi garmi se mar raha hai
jissy us ki girl friend ne 6 saal pehlay kaha tha k tum jacket me salman khan lagte ho.
by Sabir shah (few years ago!)