Bechara shohar
Shohar aik aisi mazloom makhlooq hai.
Jis k samne chohye aur chipkali se darne wali b.v bi share ban jati hai.
by Sabir shah (few years ago!) / 856 views
Similar Jokes
Baap: beta, paper kaisa huwa?
Beta: bus pehla sawal choot gia!
Baap: acha! aur baqi?
Beta: teesra mujhe aata nhe tha! chotha mai karna bhool gia! paanchwa mujhe nazar nhe aya! chatta paper ki pichle taraf tha, maine dekha he nhe!
Baap ghusy mai bola: aur dosra?
Beta: bus srf wohi galat hua hai.
by Pak101.com (few years ago!)
aik police walay ka beta exam main fial ho gaya to us nay us ko bula kay dantant shuru kar diya
uska beta bola: yeh lo 50 ropay aur mamala yaheen rafa dafah karo
by Tanveer Hussain (few years ago!)
70 year old man: dil karta hai shadi kar lon
dost:kar lo.
Old man:kisi bewa se.
Dost:kanwari se kar lo bewa ho jae gi
by Sabir shah (few years ago!)
Shiv-Mera Trishul Kaha hai ?
Parvati-Ganesh le Gaya.
Shiv-Kyu?
Parwati-Keh rha tha 'Girlfrind ke sath Maigi Khane ke liye Papa ka kaanta le ja raha hu.
by Pak101.com (few years ago!)
Pati Patni Mein Zabardast Jhagda Ho Raha Tha,
Patni: Kash Main Apni Mom KiBaat Maan Leti Aur Tum Se Shadi Na Karti
Pati: Kya Matlab? Tumhari Maa Ne Mujh Se Shadi Karne Ko Mana Kiya Tha?
Patni: Haan, Bahut Baar…
Pati Rote Hue Bola: Hey Bhagwan, Main Aaj Tak Uss Nek Aurat Ko Kitna Bura Samjhta Raha Jisne Mujhe Bachana Chaha
by Pak101.com (few years ago!)
Jail Mai Sardar Ka Dost Us
Se Milne Ata Hai Or Us Puchta Hai
Tum Se Aisi Kya Galti Ho Gai
K Tum Jail Me Ho Srdar:
Sardar:
Main Ne Bank Luta
Lekin Paise Wahi Ginne Beth Gya
by Pak101.com (few years ago!)
1 Truck dosry Truck ko rassi se baandh kar le jar aha tha
.
Yai daikh kar sardar hans kar lot pot hogia owr kahny laga:
1 rassi ko le jany ke lie 2, 2 truck
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Never Love Someone because LOVE stands for
L:Loss of Money
O:Out of Mind
V:Valley of Tensions
E: End of Life
So don't Love, just line maro
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek bacha paida hotay hi nurse say bola: LIGHT Hai?
Nurse: NO
Bacha bola Oh tuadi khair… . . . . . . . . PAKISTAN wich aagia.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Orkut te kudi fasai,
Facebook te gal chalai,
Twitter te ma-bapu nu milai,
Yahoo te divorse ho gaya,
ess bahane yaara da computer Da course ho gya
by Pak101.com (few years ago!)