Apki bv sirf 5 Ghante ki
Dr. Apki bv sirf 5 Ghante ki mehman hai "i m sorry".
Husband: koi baat nahi dr.saab jb 25 saal nikal gye to 5 ghante bhi nikal hi jayenge…..
by Pak101.com (few years ago!) / 853 views
Similar Jokes
Najomi aik student ka hath dekh kar bola beta tum bahut parho ge.
Student:o baba parh to me 10 saal se raha hun ye btao pas kb hun ga,
by Sabir shah (few years ago!)
2 sardaron ko 2 bomb mile,
1st Sardar: chal police ko de k aate hain.
2 sardar: agar koi bomb raaste me phat gaya to?
1st sardar: jhoot bol denge ki 1 hi mila tha
by sana (few years ago!)
1 Pathan English Sekhny goray k pass gya
2 Months k bad Wapis aaya to Usy goray ki Call aayi.
Pathan: Who is Speaking?
Gora: Lala! Hum Bolti hai… Jakson
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek pathan kafi dair se apna “NIKAH NAMA” dekh rha tha, Wife ne tung a kr pocha:
Kia dekh rhe ho? Pathan bola:
.EXPIRY DATE” dhoond raha Hon.
by Pak101.com (few years ago!)
Example Of Chor Ki Daadi Mein Tinka
Pappu Apni Wife Se – Suno ghar ka sara saman chupa do…. Mera ek dost aa raha hai….
Wife – Aisa kyun, Woh chura lenge kya….
Pappu - Arey nahi yaar pehchan lega…
by Pak101.com (few years ago!)
Pati:-jab bhi main is talwaar ko dekhta hoon to
mujhe ladai per jaane ka mann karta hai.
Patni:-to phir jaate kyon nahin?
Pati:-phir unki tooti hui taang yaad aa jaati hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Principal ROUND pe nikla. dekha 1 teacher 1 ladhki ko
kiss kar raha hai.
PRICIPAL – what is this ?
Teacher – Maar se samjahti nahi, isiliye PYAR se samjha raha tha …
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 admi ka gala kharab tha woh raat 3 baje Dr. ke ghar gaya. Dard ke waja se bahut ahista se pucha Dr. hain?
Uski biwi usse bhi aahista se boli Nahi hai aajao.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Dost: Itne udas kyun ho?
Man: Wife se jhagra hoa tha usne kaha ke wo mujh se 30 din bat nahi kare gi
Dost:Tumhe to khush hona chahiye
Man:Aaj akhri din hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Raat film main ek chudail kabhi mere aage,
khabhi mere peechhe ghoom rahi thi…
Jeeto: Koun si film thi ?
Santa: Apni shaadi ki movie thi!
by Tanveer Hussain (few years ago!)