Jab Bijli Chamakti hai to
TEACHER: Jab Bijli Chamakti hai to Roshni Pehle Aur Awaaz baad me Kyu aati hai?
SANTA: Kyuki Hamari Aankh Aagey Aur Kaan Piche hai
by Pak101.com (few years ago!) / 1040 views
Similar Jokes
Girl Friend: Chand Kahan Hy……..?
.
Boy Friend: Chand do Han aik tum or aik upar
.
.
.
.
.
After Marriage
.
Wife: Chand kaha hy
Husband : Andhi hy….?
.
.
.
wo upar kya tera Baap CFL light le k
Bhaita hy.
by Mazhar Khan (few years ago!)
height of irritating
boy-pen h ?
grl-nhi h..
.
.
thodi der baad
boy-pen h ?
grl-bola naa nhi h..
boy-pen h..pen ??
grl-bola naa nhi h..ab pucha toh HATHODA maar dungi..
boy-Hathoda h ??
grl-nhi....
boy-toh phir pen h pen ??
:D:D:p
by Pak101.com (few years ago!)
Banta: Pareshan lag rahe ho.
Santa: Yaar baap ban ne wala hu.
Banta: Yeh to khushi ki baat hai.
Santa: Lekin biwi ko nhi pata
by Pak101.com (few years ago!)
Boss : Likhna PArhna aata hai?
Sardar : Likhna aata hai parhna nai.
Boss : apna naam likho
Sardar : %$*3@t(*^&%
Boss : Ye Kya Likha Hai?
Sardar : KAha Tha Likhna Ata hai
PArhna nai…
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa Ek Din Apne Dost Ko Bade Dukhi Man Se Bata Raha Tha
Santa: “Bachpan Mein Maan Ki Baat Suni Hoti To Aaj Ye Din Na Dekhne Padte”
Dost: “Kya Kahti Thi Maan?”
Santa: “Jab Baat Hi Nahi Suni To,Mujhe Kya Pata Kya Kahti Thi“
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor to Minister : Mantriji aapki biwi maa banne wali hai.
Mantri soch me pad gaya
Doctor : Kya hua mantrijee
Mantri : Samajh nahi aa raha sala kaun FARZI-MATDAAN kar gaya..!!
by Pak101.com (few years ago!)
Docter; achi sehat k lye roz warzish karo.
Pappu;hum roz cricket or footbal khelte hain
Docter;kab tak
Pappu;jb tak mobile ki battery low na ho jae
by Sabir shah (few years ago!)
A Tiger was giving wedding party to his frnds..
A Cat came there and danced.
Tiger asked who r u ?
Cat said: I was also a Tiger before my marriage.......
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Ladies Se Bhari Bus Ka Bada Boori Tarah Se Accident Ho Gaya,
Saari Ladies Mar Gayi,
Sabke Pati Ek-Ek Ghanta Roye,
Santa Do Ghante Roya,
Kyun?
Kyunki Uski Wife Se Bus Miss Ho Gayi Thi.
by Pak101.com (few years ago!)
A blonde girl and her boyfriend were walking down the road when her boyfriend spotted a dead bird. He said:
"Aww, look at that dead bird," the blonde girl looks up and says: "Where?"
by Tanveer Hussain (few years ago!)