Buhat Jald Wo Zamana A Raha Hai
Buhat Jald Wo Zamana A Raha Hai
Jub Hum 3 Hrs Mae Puri Duniya Ka Safar Kerain Gy,
1 Hr Plane Mae
Aur 2 Hrs Airport
Pohanchny Mae.
by Mazhar Khan (few years ago!) / 729 views
Similar Jokes
Qatil: Try karo ke umar qaid ho jaye maga saza-e-mot na hojay
.
Pathan Lawyer: Tum fikar mat karo
.
After Case
Qatil: Kya howa?
Pathan: Boht mushkil se umar qaid howi, warna adalat tu reha kar rahi thi
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Santa raat ko cycle le ke qabristan main ghus gaya.
Phir dusri side se bahar nikla
Aur paseena ponchhty hue bola:????
Yaar, ye konsa road tha????????
Itne sare speed breaker
by Mazhar Khan (few years ago!)
Angraiz pathan se: What is ur name ?
Pathan : Resspect flower
Angraiz : what
Pathan : Yara aik to aap ko eanglish bhi samj nahe aati
Ezzat Gull
by Pak101.com (few years ago!)
aik foji train main ja raha tha aur aik police wala samnay baitha tha
police walay nay poocha kay chuti pay ja rahay ho to foji nay kaha haan meri bivi ko bacha hua hai
police walay nay kaha kay kitnay arsay bahad ja rahay ho
foji bola 2 saal bahab
police wala phir to bacha haram ka hua
foji haan main bhee to usko police main bharti kara doon ga
by Abdul Sami (few years ago!)
1980-bhaisab enginir sahab ka ghar konsa hai?
wo jobada bangala hai wo
2014-xcuse me yaha enginir sahab ka ghar konsa hai?
abey kisi b ghar me ghus ja
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Namaz Parhnay Gaya 0r do Baar Wazoo Kya:
Kisi ne Pucha: Khan Sahab Aapne do Baar Wozoo Kyo kia?
Pathan: Agar ek Toot Gaya to Dosra Kaam Aayega-
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Boy-
yar,mujhe us ladki se bachao?
Dost- q?
... Boy- jab se maine keh dia hai dil chir k dekh
tera hi
nam hoga?
.
.
.
.
.
.
Saali chaku leke piche pad gayi hai... :P
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aik dost(dosre se)main aj ehadkiya hay ke main aynda shart nahi lagaon ga. Dosra dost lekin tum esa nahi kar sako ge. Pehla dostshart laga lo.
by Abdul Basit (few years ago!)
Saas:aj meri beti khamosh kiun baithi hai
Damaad:kuch nai light gai howi thi is ne lipstick mangi me ne elfi de di isi waja se naraz hai
by Sabir shah (few years ago!)
Santa zoo ka watchman tha. Zoo officer – Tumne
sher ka pinjra
lock nahi kiya?
Santa : Ki lod hai,
ennu kanjar nu kinne chori karna..?
by Tanveer Hussain (few years ago!)