Jab ap sms nahi kartay
Jab ap sms nahi kartay ... !
Itna gussa ata hai Dil to chahta hai CHAPPAL Utaar Kar...
.
.
.
Joote pehen loon aur aapse Milne Ajaun..!
by Mazhar Khan (few years ago!) / 835 views
Similar Jokes
Bodygaurd dekhne se hume kya sikh milti hai.?
.
.
.
.
... .
.
apke frnd kitne b close kyo naa ho,
use apne girlfriend/ boyfriend se nahi milwana
chahiye!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Boy: MUJHSE SHADI KROGI?
Girl: Kya?
Boy: Acchi film hai na?
Girl: kutte ke bacche
Boy: What?
Girl: Kitne cute hote hai na
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek aadmi ne ek gawar naukar rakh liya aur usse samjhaya ki kissi ke naam lene se pahle JEE laga diya kare.
Thori der baad naukar bhagta hua aya aur bola…
“sahebji sahebji kutteji ne murgiji ko pakar liya hai.
by Pak101.com (few years ago!)
SONU;
Aajkal Zyada Bacche
Judwa Q Paida Hote Hai_?
MONU;
Desh"Me Itna AATANKWAAD Badh Gaya Hai Ki
Bacche"Akele AneSe Bahut Darte Hai."
mk
by Pak101.com (few years ago!)
Meine Uss Ladki Ke Liye Cigarette Peena Chod Diya,
Bar Mein Jaana Bhi Chod Diya,
Jua Khelna Bhi Chod Diya,
Dost: To Phir Uss Ladki Se Shaadi Kyun Nahi Kar Leta?
Ab Yaar Itna Sudhar Gaya Hoon Sochta Hoon Doosri Hee Pata Loon..
by Pak101.com (few years ago!)
'Ab too iss darr say rona he chor diya
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Kaheen humaaray aansoon pay dengue anday he na
chor jae....:'
by Tanveer Hussain (few years ago!)
son: abba, idhe aa jaa
father: beta aise nahi bulatey....izzat se bulatey hain...
son: abba chal izzat se idher aa jaa
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan raat ko Machardani laga kar so raha tha: Achanak ek Jugnoo aa nikla.
.
.
.
.
Pathan: Lo ye khocha machar humko Torch le kar dondh raha hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Boy : Bus, Train and ladki ek jaise hote hai. ek jatihai to dusri aa jati hai.
Girl : Auto, Taxi aur ladke ek jaise hote hai, ek bulao to 4 chale aate hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Pathan car ki Battery change karwane gaya.
Mechanic: Sahab! Exide ki daal doon?
Pathan: Nahi yaar, dona side ki daal de, warna phir problem hogi.
by Abdul Hannan (few years ago!)