Santa: Sharab pite pite rone laga
Santa: Sharab pite pite rone laga
Banta: Kya hua kyo ro rahe ho?
Santa: Yaar ki kara jis ladki ko bhulane k liye pi
raha tha,uska naam yaad nhi aa raha hai
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1939 views
Similar Jokes
SADR TRAIN MA APNI BERTH PY APNI WIFE K UPER LETA HUA THA'EK STATIOON PY TRAIN RUKI'
EK ADMI NY KHIRKI SY MUN ANDR KR K POCHA SARDAR G JGA HA;
SADR,PAGAL DIYA PUTRA TENU NIE DESDA BANDAY TY BANDY CHARYA JGA KITHOO HOI.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan na apna bacha ka naam america rakh lea . Logo na pocha aap ka dushman ha america aap na apne bache ka naam america rakh lea . Pathan : na kaha hum dunya ko batana chahta ha ka pathan america ka baap ha .
Aur Aes tarah jang shoro ho ge.
America : Hum Chand per jakr jahaz banyge . Pathan : hum soraj pr ja kr naswar banayga . America : Tum jal jaega. Pathan : Hum Pagal nhe hum raat ko jayga.
HAHAHAHAHAHAH.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Teacher: Itni pitai ke baad bhi tum hass rahe ho.
Funny Student: Gandhi Ji ne kaha hai, musibat ka time hass hass ke gujarna chahiye.
by Pak101.com (few years ago!)
Akalmand Pappu xD
Pappu: "I Love You,,
Girl: "Meri Chappal Ki Size Pata Hai Kya.??
.
.
Pappu:" OH Ho Propose KIYA NHI Ke GIFT MAGNA SHURU,,
.
.
.
Aur gift bhi kya maang rhi hai chappal :p
Bhikharin Kahin Ki Chal Bhag yaha se..:p :D
I hate u :P
by Pak101.com (few years ago!)
Munnabhai : Ye Circuit !! Sala apun ke desh ko
kaun chala rahela hai ?
Circuit : Bhai….bole to apun ka desh to
SMS chala rahela hai….
Munnabhai : Abe kya bak raha hai?
Circuit : Bhai …sahi bola apun NE…SMS bole to …
Sardar Manmohan Singh !!
by Pak101.com (few years ago!)
Car me baithi 1 Lady ne, 1 bhikhari ko 1 rupya dekar,
Aasirvaad dene ko kaha!
Bhikhari: Car me to baithi ho, ab kya aasmaan me baithogi?
by Pak101.com (few years ago!)
Altaf bhai ko abhi tak joota nai laga to kia defect hai ??
wah wah
Altaf bhai ko abhi tak joota nai laga to kia defect hai ???
Akhir jootay ki bi to koi self respect hai !! :)
by Abdul Sami (few years ago!)
SARDAR AAJ MAINE PAANI KO ULLU BANAYA
2ND SARDAR: wo kaise?
1ST SARDAR: aaj maine nahane k liye paani garm kiya aur thande se naha liya.
by Pak101.com (few years ago!)
Log Kehte Hain K Badam Pistey Waghaira Khaney Se Dimagh Taiz Hota hai...
Ghalat Kehte Hain.
.
.
.
Kyon K Agar Aisa Hota to Aaj Sabse Aqalmand Pathan Hota. -
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Shiekh: Is Sheeshy ki koi Garanty ?
Dukandar: Ap isko 100 Manzil Se Nichy Girao Ye 99 Manzil Tak Nahi Totey Ga.
Shiekh: Jee Oye Shehzade Kar Dey Pack…
by Prince Aurangzeb Tunio (few years ago!)