Train Par Chad Gaya
Santa Or Banta Train Ke Pichhe Bhaag Rahe The.
Santa Kisi Tarha Se Train Par Chad Gaya To Train
Ke Dibbe Mein Bethe Logo Ne Kha “Well Done – Well
Done“.
Santa: “Abe Kya Khaak Well Done, Jana To Usne Tha
Mein To Sirf Chhodne Aaya Tha.“
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1811 views
Similar Jokes
Pani o Bijli ke ke wazir Nokar ko daante hoye.
Wazir: Tumjhe jis kaam ke lye behja jata hai, teen ghante se pehle wapis nahi ate, Tumhara masla kya hai?
Nokar: Sir, Main to aap ke hukam ka gulam hoon, aap he ne farmaya tha, ke Bijli ki tarha kam kya karo.
by Pak101.com (few years ago!)
Jo hamesha hasta rehta hai usko HUSMUKH kehte hai.
Aur jiska hasna hi bilkul bandh ho gaya hai usse kya kehte hai?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
HUSBAND :
by Pak101.com (few years ago!)
A Girlfriend Calls her Boyfriend
GF : Honey where are you ?
BF : I'm at the bank.
GF : Dear, please I need 3000 bucks to activate my blackberry, 5000 to do my hair and 10,000 to buy a dress.
BF : Sorry, I meant I was at the "bank"
of a river ..
Do you want fish ??"
by Tayyab Mughal (few years ago!)
Sethani: kyun maharani ji aaj aane mein itni der kyun laga di?
Nokrani: Sethani ji mein sidiyon se gir gayi thi
Sethani: To kaya uthne mein itni der lagti hai
by Pak101.com (few years ago!)
Dr. adhi raat ko utha or biwi se bola-main ja raha hu,hospital se Phone aaya hai emrgncy hai.
Wife-kisi ko to apni maut marne diya karo. .:
by Pak101.com (few years ago!)
first friend: yar aaj main nay PC hotel main sirf 50 ropay main khana khaiya
2nd friend: naheen yaar woh kaisay?
ist friend: yaar bill to 2000 bana tha unhoan nay police ko bulwa liya aur main nay 50 ropay day ka jan churwai
by Abdul Sami (few years ago!)
Pathan Sarak K Kinary
Cigret Pety Huwy Bhag
Rha Tha?
Admi:Tum
Bhag Q Rhy Ho?
Pathan:Hum Dekh Rha
Hy K Cigret Kitny KM
Chalta Hy
by Pak101.com (few years ago!)
Uski aankhe toh sagar se bhi gaheri hai,
Uski aankhe toh sagar se bhi gaheri hai,
Main ijhar mohabat kar ke thak gaya,
Tab pat chala sali yeh toh behri hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Girl:
Muje Ik Esa Husbnd Chahiay Jo Achi Achi Baten Kare
Hansi Mazaq Kare
Or Raton Ko Muje songs Sunaye
Santa:
Tusi Husbnd nu maro goli FM Radio Le Lo.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Yaar Mujhe logon Ne Social Work Kerne Per ßOht Maara..
dost: SociaL Work?
,
,
,
Pathan: Haan
Mein Ne Qaßristan k Gate Pr WeLcome Ka Board Lga dia Tha
by Zia Rasool (few years ago!)