Nepolian ek Sardarji ko bade
Nepolian ek Sardarji ko bade garv se kehata hai :
Mere dictionary mein impossible word hi nahi hai.
Sardarji bolata hai : To pahele hi acchi tarah se
dekh lene ka na sab word hai ke nahi, aage se word
rahenge wohi dictionary le.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 2376 views
Similar Jokes
Pathan;
Amma kya Tum Ne Hum ko Paida Hone Se Pehle Dekha Tha?
Amma: Nahi To
Pathan:
To Phir Paida Hone k Baad Hum ko Pehchana kaise k Me Gul Khan hun.
by Pak101.com (few years ago!)
Wo kon c bekaar cheez hai jo kapre k andar hai?
Socho
nai pata
o maa sadqe wo tum ap hi to ho.
by Sabir shah (few years ago!)
Ek Pathan Ne Apni Qaza Namaaz Ada Karne Ka Socha:
Namaz Se Pehle Oonchi Aawaz Main Niyat Ki...
2 Rakat Namaz Fajar Qaza, 4 November 1996. Allah-o-Akbar
by Pak101.com (few years ago!)
Major Rohail: Ye main bardasht nhi kr sakta,
Tumare hotel me bohat saari Makheyan hai.
Waiter: Hukam karen sir! Aap kitni bardasht kr sakte hy?
Baki ko bahar nekal dun ga.
by Pak101.com (few years ago!)
The more you read and
observe about this Politics thing,
you got to admit that each party
is worse than the other.
The one that.s out always looks the best.
by Abdul Sami (few years ago!)
Santa Pandu Ji Se Puchta Hai: Yaar Tere Ghar
Latrine Bani Hai?
Pandu: Haan, Kyu?
Santa: Aisi He, Mere Ghar To Kadi Chawal Bana
Hai. :-)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Boy 2 Girl= tumhara naam Kya h?
Girl=Mina
Girl to Boy tumhara?
Boy=kamina
Girl=jhut mat bolo
Boy=Tu 2min pass me baith k dekh le
Tu ye hi bolgi.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar K Ghar Chor A Gya
Sardar Ne Dekha To Chor Bhaga.
Sardar Bhagta Bhagta Chor Sy B Agay Nikal Gya.
.
.
.
Sardar: Ek Tay Chori Utto Saday Naal Raisaan…?
by Pak101.com (few years ago!)
Which Is The Most Beautiful Feeling In The World..?? . .
When You Try 2 Look At Your Friend And You Find That Your Friend Is Already looking At You.. !!
LOCATION : Examination Hall
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Biwi (shohar se): Mai ghar chor kar ja rahi hun.
Husband (ghusse se): Jaan choro.
Biwi: Yeh aap ki Jaan kehne ki aadat bhi naa mujhe hamesha rok leti hai.
by Mazhar Khan (few years ago!)