MachAr 1 Dharakht sy lipat Gaya
MachAr 1 Dharakht sy lipat Gaya..!
Toofan jany k baad Machar ApNa Paseena saaf kar k Bola:
Ooho Ajj Mai Na Hota To ye Drakhat Urr jata.
by Mazhar Khan (few years ago!) / 1266 views
Similar Jokes
Mere Ghar Ki Chhat Par
Aagaye Hain Badal,
Wah wah wah..
Mere Ghar Ki Chhat Par
Aagaye Hain Badal,
.
.
.
Ye Message Faltoo Hai, Mat Parho Pagal!=P:)
by Abdul Sami (few years ago!)
Ek baat hamesa yaad
rakhna..
2 cheeje kismat walo ko milti Hai..
.
1) Samose ke sath extra chatni...
Aur
2) without boyfriend wali acchi
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Reporter ne 1 zakhmi se pucha jab BOMB gira.... "kya wo phat gya tha?"
Zakhmi gusse se:"Nahi..!wo raing kar mere paas aaya aur pyar se bola
by Pak101.com (few years ago!)
Beewi nai sarhi keliey zid ker rahee thee. Mian ney samjhaya, “Naik bakht, tumhari almari sarhion sey bhari pari hey, yoonhi khamkhwa paisey zaya kerney ka kia faida”
Biwi boli: Woh to sab ki sab mohalley walon ney dekh rakhee hein
Acha! Mian ney kaha, phir aisa kertey hein, mohalla badal letey hein
by Tanveer Hussain (few years ago!)
2 Lovers plan to suicide. Boy jumped first, Girl closed her eyes and return back saying love is blind. Boy in air opened his parachute saying love never dies.
by Abdul Sami (few years ago!)
Techar:tumhari zaat kia hai?
Student:pehlay hum butt the.
Pher jutt howe,pher rana ho gae,ab hain darzi aur aage ammi ki marzi
by Sabir shah (few years ago!)
1 Pathan bachpan se heran-o-pareshan our Tension mai tha
.
.
Yai soch kar ke mairi behn ke 2 bhai hai, owr maira 1 bhai kion?
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Memon Ko Current Laga…
Begum Ne Memon Se Poocha:
Kuch Howa To Nahi..?
Memon Bola:
Mujhe Chorr
Bahir Jaa Kar Deakh
“UNIT” Kitne Gire Hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Dunia buri ho sakti hai tum nai,
log bure ho sakte hain tum nai,
dunia bewafa ho skti hai tum nai,
pagal theak ho sakte hain par tum nai
by Sabir shah (few years ago!)
Darya k kinaaray 2 Sardar chamach se darya mai Dahi daal rahe thay!
Pathan ne dekha to poocha: Khocha yeh kya kar rahe ho…?
Sardar: Hum Lassi bana rahe hain!
Pathan: Ha Ha Ha…! O pagal ka bacha, log isi liye tum par Lateefa banatay hain…!
Itna Lassi tumhara baap piyega.Ha.ha.ha.
by Pak101.com (few years ago!)