Us k Baazoo Thay
Us k Baazoo Thay,
Mere Kandhon Par,Or Wo Be-Naqaab Thii...,
Haaaayyyyyeee
Kya Guzri Raat, yaro.
Ghazab Ka Khuwab Thaa...
by Mazhar Khan (few years ago!) / 828 views
Similar Jokes
Agar Apko Afsos Hy K Apki Life
Main Apka Koi Intazar
Karne Wala Nahi Hai.
.
To 1 Kam Karen,
30 Mint K Leye
Bathroom Main Ja Kar
Beth jayen.
.
.
.
Koi Na KOi Bahir Intazar Zaroor Karyga.
(“,)
<)(>
/ \_
O Nikal Nahi To Meri Nikal Jay Gi.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Joke: Shadi ki taqreeb mein dulhan ka pehla mangetar bhi bara sajh dhaj ke aaya howa tha .
aik sahib neh poocha :kya dulha aap hain?
jee nahi. mein to Simi final mein ho knock out ho gaya tha
by Mazhar Khan (few years ago!)
(In a party Pathan asked a girl" : "Aap "Dance" karain gi"... ?
>>* (Larki khari ho kr) : "Haan"...
>>* Pathan:
To main ye kursi Lay Loon .....
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan ne apni shadi main Rukhsati k waqt
~
Roti hoi saali ko chup karwaty howy kaha
~
"o yaara rota kiyun ae,
Jaisa tumhara behan waisa hamara behan. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Kehty Hain Khuda Ny Is Jahan Main Sabhi K Lye
Kisi Na Kisi Ko Banaya Ha.
Tou Kya Meri Wali 1965 Ki Jang Main
Maari Gaye Thi?
(‘.’)/
/)) Milti Hi Nahi. :(
by Mazhar Khan (few years ago!)
Preeto 2 maid: Oh Santa, I hv reason 2 suspect that Banta is having an affair with his secretary.
Santa: I don’t believe it! U r just trying 2 make me jealous
by Pak101.com (few years ago!)
Sir: Wo Teen Words Batao Jo Subse Jyada Bole Jate Hain ?
STUDENT: Mujhe Nahi Pata….
Sir: Shaabash Beta, Baith Jao..!
by Pak101.com (few years ago!)
sardarni: janu Mere Pait Me Bohat Gas Hai,
Sardar: O Shukr Kar Gas Hai,
Petrol Honda Te America Ne Qabza Kar Lena C.
by Pak101.com (few years ago!)
Police:Bibi Ap Bht Bahadur Hain,Ap Ne Dakoo Ko
Bohat Mara.
Lady:Mujhy Kya Pata Tha k Wo Bechara Dakoo Hay,
MeiN To Samjhi K Mera Shohar Dair Sy Ghar aya
hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek admi ka 21 bachy thay
Kesi ne pucha itnay bachay Q
Usne jawab diya Mainey apne sussar say wada kya tha
Kay uski beti koi kabi khali pait nahe rakhoga
by Mazhar Khan (few years ago!)