Book Means
Ek Zaruri Itla
Kabhi Kisi Larki Se Book Nahi Mangni Chahiye,
Nahi To Chaanta Bhi Lag Sakta Hai
Kyun K,
Book Means:
B= Baby
O= Only
O= One
K= Kiss;->
by Mazhar Khan (few years ago!) / 1302 views
Similar Jokes
Height oF Tension
Santa- 5min Me Exam Chorh K Jaane Laga.
.
Teacher-Kya Hua, Paper Nhi Aata.?
... ..
..
..
..
..
Santa- Woh Baat Nahi Hai, Mujhe Kal K Paper Ki Tyyari Karni hai
by Pak101.com (few years ago!)
Ladke Ne Apni Girl-Friend Ko
Kaha: “Main Tumhara Mobile Dekh Sakta Hoon?”
Ladki: “Haan Kyun Nahi, Just A Minute”
Inbox Delete,
Sent Item Delete,
Call History Delete
Ladki: “Ye Lo Dekhlo Tumhe To Mujh Par Trust Hi Nahi Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Husband: Mere Seeny Me Bohat Dard Ho Raha Hai,
Jaldi Se Ambulance Ke Liye Call Lagao..
Wife: Haan, Lagati Hun,
Apne Mobile/Smartphone Ka Password Batao.
Husband: Rehne Do,
Ab Thora Theek Lag Raha Hai...;-p:)
by lescol (few years ago!)
Meine Uss Ladki Ke Liye Cigarette Peena Chod Diya,
Bar Mein Jaana Bhi Chod Diya,
Jua Khelna Bhi Chod Diya,
Dost: To Phir Uss Ladki Se Shaadi Kyun Nahi Kar Leta?
Ab Yaar Itna Sudhar Gaya Hoon Sochta Hoon Doosri Hee Pata Loon..
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Aur Ek Admi Ki Kisi Bat Par Behas Ho Rahi Thhi
Aadmi: “Abe Hum To Udti Chidya Ke Bhi Par Gin Lete Hain”
Santa Uspar Huste Hue: “Issmein Kya Mushkil Hai? Do Hi To Hote Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Baap-bete se
Agar is baar tum exam me paas nahi hue to tum
mujhe papa kabhi mat bolna
...
Kuchh din ke baad
Baap- beta tumhara result kya aya
Beta- babulal, tune apne baap hone ka haq kho
diya hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa Ne Makhi K Par Kaat K Kaha "Urr Ja...
"Jab Makhi Nahi Urri To Usney Kaha...
"Sabit Hota Hai K Makhi K Par Kaat ...
Diye Jaein To Wo "Behri" Ho Jati Hai..
by Pak101.com (few years ago!)
Bandar ka vayapari ek admi se bola-aapne bandaro ke trak ko yahan se jate huye dekha hai kya..
Admi-aap usme se gire hai kya..
by Pak101.com (few years ago!)
Ek chota baccha bahut der se ghar ke bahar khada
darwaje ki ghanti bajane ki kosish kar raha tha.Toh
ek budha aadmi aaya aur kaha:
Budha aadmi: Kya kar rahe ho beta?
Baccha: Uncle, yeh ghanti bajana chahta hoon.
Budha aadmi (ghanti bajake): Yeh lo bajgaya, ab
kya hai?
Baccha: Ab bhago!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pappu Ghar Der Se Pahucha Aur Ghar Mein Darte Darte Enter Hua
Father: Kahan Tha Ab Tak, Itna Late Kaise Hua,
Pappu: Papa, Friend Ke Ghar Tha,
Yeh Sun Kar Unhone Sabhi Khaas Doston Ko Phone Laga Diya,
Friend 1: Ji Uncle Yahi Pe Tha, Just Ghar Ke Liye Nikla Hai,
Friend 2: Yahi Hai Uncle Toilet Gaya Hai, Baat Karau Kya ?
Friend 3: Uncle Ji Woh Padh Raha Hai….
Best Friend: Friend 4: Haan Papa Boliye, Kuch Kaam Tha !!
by Pak101.com (few years ago!)