Sadqa denay say har balaa tul jaati hai
Sadqa denay say har balaa tul jaati hai . . .
siwaye us kay jo aap kay nikaah mein aa gai ho
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 919 views
Similar Jokes
PATHAN Smosa khol kr andr ka masala kha rha tha
1 admi ne pocha pura kyun nahi khaTe
.
Pathan bola
baba Doctor ne bahir ki cheez khaNe se maNa kia hAi
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
One day Ravana went to a disco.
aur wahan jaakar woh behosh ho gaya.
kyun???????? ????????? ??
kyun???????? ??????
bcoz it was written on the gate that entry fee Rs.1500 per head
by Pak101.com (few years ago!)
Patient: Santa, ye phulo ki mala kis k liye?
Santa: Ye mera pehla operation hai, success hua to mere liye, nhi to tmhare liye
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Police-Station Aya R Bola:
Mujhe Arest Krlo
Mene Apni BV K Sr Pe Dnda Mara Hy,
Police:
Wo Mar Gai Kia?
Sardar:
Nhi Wo To Bach Gai,
Hun Meri Khair Nai.:
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa: Office jate waqt Rumal, Chasma & Mobile
bhool gaya
Niche se wife ko bala de do
Wife ne Chasma phenka toot gaya, Mobile phenka
toot gaya
Santa: Tum rahne do me rumaal lene upper hi aa
raha hun
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Reporter: Hakumat ne Sawat & Malakand mutasareen ka bohat help kya
Khana, Pani, Kapre, Camp ko sab kuch dya.
Pathan: Khak help kya! Hukumat ne NASWAR to behja he nhi.
by Abdul Hannan (few years ago!)
3 Bache apas mai baat ker rhe the..
Ek ne kha mai kale rang ki Car lo ga kyo k mere abu k baal kale hai.
Dosre ne kha mai bhore rang ki car lo ga kyo k mere abu k baal bhore hai.
or jub tesre ki bari ai to wo jhut se bola..
Mai baghair chut ki Car lo ga kyo k mere abu gange hai..::)))
by Muhammad Farrukh Nawaz (few years ago!)
Banta ped pe chada to upar baithey bandar ne poocha: Upar kyon aaya?
Banta: Apple khane.
Bandar: Yeh to aam ka ped hai.
Banta: Pata hai, apple saath laya hoon.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Sheikh Ka Beta Apni Girl
Friend Ke Saath Ghoom Ke Ghar Aaya To Baap Ne Puchha.
Baap: “Kitne Paise Kharch Kiye?”
Beta: “50 Rupaye”
Baap: “Itne Sare?”
Beta: “Abba, Us Ke Pass 50 Hi The“
by Pak101.com (few years ago!)
Patient to Doc: Aapne nurse bahut achhi rakhi hai, uska haath lagte hi main theek ho gaya.
Doctor: Jaanta hu, thappad ki awaaz mujhe bhi sunai di thi.
by Pak101.com (few years ago!)