boys and girls
aaj kal boys aur girls apne bare mein kya sochte hain???? Boys sochte hain ki girls ringtone ki thara hothi hain jab chahe jab badal lo.. aur girls sochte hain ki boys message ki thara hothe hain ager pasand aye toh rake lo inbox mein nahi toh delete kar doh!!!!!!!!!!!!!
by Mohammad Ali (few years ago!) / 873 views
Similar Jokes
THIS IS A CLASSIC ::
Santa ne facebook pe apna account banaya
aur apni WALL pe likha :
“Yaha thukna mana hai”
by Pak101.com (few years ago!)
BOY:"Mere sath chalo gi?"
GIRL:"Kahan?"
BOY:"Jahan tum khao wahan?"
GIRL:"OK.
9.0 chalte hain?"
BOY: Qasam se
Baji Yahan tu mazzaq krna bhi azzaab hai...
by Pak101.com (few years ago!)
Baap: Beta! zindgi me kbi Chars na peena,
wrna wo jo aagy 2 Aadmi ja rhe hn,4 nzr aaen ge,
Beta: "Mgr Abbu! wo to 1 Aadmi hai!" :
by Pak101.com (few years ago!)
kid: dad agr apko pata chalay k mai 1st aya hoon tou apko kaisa lagay ga???
dad: mai khushi say pagal ho jaoun
.
.
.
kid : bas isi waja say mai fail ho gya :
by Pak101.com (few years ago!)
wife aur Husband Mazaar se Nikle to (aik Faqeer ne kaha:Shehzadi 5 rupey de de, Andha hoon
.Husband: De do, Tumhe Shehzadi kaha hai to zaroor andha ho ga.
by tanveer hussain (few years ago!)
1 Pathan Bohat taiz bhagtay bhagtay ruk gaya....
Why?
Aby Saans phool gai thi uski...
Tum log bhi na Jaan le lo Pathanon ki.
by Abdul Hannan (few years ago!)
KAL KI ROTI
Ek fakir pathan k pas aya.
.
.
Pathan: kal ki roti kha lo ge?
.
.
Fakir: ji kha lon ga.
.
.
Pathan: Thk hy. Tu phr kal time se a jana....:-
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Aik Pathan Malaria se Kaanp raha tha:
Doctor: Aaya or Pucha kia huwa hai? Uske bete ne kaha: Bemaari ka to pata nahi! Par Abba subha se "Vibration" pe lage huye hain.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa ka bacha-Teri MAA itni moti he k sab usko TRUCK kehte he
Banta ka bacha: Teri MAA moti nai he isliye sab log use cycle cycle kehte he
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Ne Apne Dost Banta Se Puchha.
Santa: “Arey Vo Tera Chota Bhai Aajkal Kya Kar Raha Hai?”
Banta: “Kuch Din Pehle Ek Dukan Kholi Thi, Par Ab Jail Mein Hai”
Santa Hairani Se: “Wo Kyun?”
Banta: “Yaar, Dukan Hathode Se Kholi Thi“
by Pak101.com (few years ago!)