Karan Johar bar me
Karan Johar bar me Beer peene aaya..
9 bottle peene ke baad,
Waiter :Aap ko chadhti kyu nahi?
Karan :"Main mard hoon"
Waiter: Chadh gayi saale ko...!!
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 884 views
Similar Jokes
"Room Service? Can you send up a towel?" "Please wait someone else is using it."
by khalid hussain (few years ago!)
Makan Malik : Rs 700 kiraya hoga.
Kirayedar : Thik hai. Lekin aapke makan me chuhey nach rahe hai.
Malik : To saale 700 me kya Sheela nachegi?
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar pathan K bachay ko dekh kar bola
bhot khubsurat hai kitnay MAAH ka hai?
Pathan gussey may bola:
Kameene aik hi MAA ka hai.
by Razzi (few years ago!)
Pathan to Molvi: kya wazu kiye bina Namaz ho jati hai?
Molvi: Nahi,
Pathan: Hoti hai yaar!
Molvi: Nahi hoti Bhai.
Pathan: Maine khud parh ker dekhi hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
1 admi k ghar ka samny kutta mara para tha uss ny muncipal commetie ko phone kiya"mery ghar ka samny kutta para hy utha lein"
jawab mila:wahin dafan kar do.
us admi ko gussa tow bohat aya par tahamul sy bola"g mein dafan karny laga tha magar marhoom k bachon ko itlaa karni thee"
by sarmad abbas (few years ago!)
AbbSardar Smoking In Front Of His Father ..
His Friend: Oye ! Abba De Saamne Smoking…??
Sardar: Abba Hi Hai Na..
Petrol Pump Te Nahi … !!
by Mohammad Ali (few years ago!)
Miss: Aaj tum late kion aye ho? School 7 baje shuru hota hay, itni dair kion ki?
.
Kid: Miss ap mairi itni fikar mat kia karain, log shak karty hain
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Raaaaaaaaaaaabert iss harami ko liquid oxygen may daal do ! Liquid issay jeenay nahi day gaa, oxygen issay marnay nahi day gaa!
Sheeshe ko sheesha kat ta hai, lohe ko loha kat ta hai, tujhe paagal kutta katega.
by Pak101.com (few years ago!)
Daaku: Tera Nam? Lady: Rita
Daaku: Rita Meri Bahan Ka Nam He, Ja Tuje Maf Kiya.
Or Tera?
Santa: Santa! Par Log Pyar Se Muje Rita Kehte Hain.
by Pak101.com (few years ago!)
Muje awaz de lena
Kabi icecream lao to
Kabi murghi pkao to
Mujhe awaz de lena
wallet men maal ziada ho
Jo shopping ka irada ho
Muje awaz de lena
Tumhare dress unfit ho
Make up ki extra kit ho
Mujhe awaz de lena
Kabi concert pe jana ho
Kahin hular mchana ho
Zra na tm sharmana
Zra na tm ghabrana
Muje awaz de lena
by Mazhar Khan (few years ago!)