Moti aurat docter se
1 moti aurat docter se: suna hai khelne se motapa kam hu jata hai ,magr mujhe kiu farq nai para .
Dr:ap konsa khail khelti hu?
Moti:yassu panju.
by Sabir shah (few years ago!) / 935 views
Similar Jokes
Ik aadmi ki 6 fingers thi.
Log usko Santa kehte the...
batao kyon?
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
Kyonki uska naam Santa tha.
by Pak101.com (few years ago!)
PatHaN AskEd a DR: Doodh Peene Se RaNg Gora hOta Hai KyA?
Dr: haaN Doodh Me CaLciuM hota hai is liyE
PatHan: acha to PhiR bhaNs ka BaccHa kyUn KaLa hOta hAi?
by Abdul Hannan (few years ago!)
Pathan 5 mints main paper chor ke chla gya.
Teachr: kya paper ni ata.
Pathan: wo bat nai hai hum ko agley paper ki tayari krni hy.
by Tayyab Mughal (few years ago!)
Teacher:
Batao Daryaaft or Ejaad mein kya farq hy?
Sardar Student:
Mere baap ne meri maa ko Daryaft kya aur phr dono ne mil kr mujhy Ejad kya.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Chand pe likh du naam tera ye mere dil me khayal aata hai. Par...
Ek to mera haath vahan tak nahi jata hai
Dusra, yeh khayal dupehar ko aata hai.
by Pak101.com (few years ago!)
In exam hall a girl to Dosta:
Mujhe bas is ans ki starting bata do baki main
likh lungi.
.
.
DOSTA ne dhyan se idhar-udhar dekha,fir dhire
se bola:
.
.
.
.
.
.
.
.
.
“THE" :D ;) =P
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: Itni Slow Awaz Me kis Se Baat kar Rahe Ho?
Husband: Bahen se.
Wife: Bahen Se Itni Slow Awaz Me Bolne ki kya Zaroorat Hai?
Husband: Tumhari Jo Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Log Bus Ke Intezaar Main Khade The.1 Funny Bhikari Aaya,
Sab Logon Se Bheek Maangi,Paise Kamaye Or Taxi Main Baith Kar Chala Gaya.
by Pak101.com (few years ago!)
Kal ka kam aj mat karo,
kiun k ho sakta hai kal wo kaam karna hi na pare h
by Sabir shah (few years ago!)
Lady to Doctor: Mujhe Gas ki
problem hai par achhi baat ye hai ki meri gas me na BadBu aati hai na Awaaz.
Aap k clinic me bhi 20 dafa gas chhod chuki hu par kisi ko pata nahi chala..
Doctor: "Ye Dawa lijiye aur 1 week baad aayiye" .(1 week baad) .
Old Lady:"Aap ne mujhe kya dawa de di? Meri gas me ab bhi aawaz nahi aa rahi par
bahut Zehrili Badbu aa rahi hai" .
Doctor:"Good..! Aapki Naak theek ho gayi hai Ab hum aap k KAAN ka ilaaj karenge....
by Pak101.com (few years ago!)