rewand ijtima
2014 me hone wale rewand ijtima ki dua me pehle se 10 guna ziyada awam k ane ki tawaqo
Q K
ab moulana tariq jamel k 7 veena Malik b hongi
by Mazhar Khan (few years ago!) / 926 views
Similar Jokes
'Agr valentine day pr apko gulab ka phool na mile to mujhe call kar li jiye ga
....'
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek ladki apny boy friend ke saath nayi garri main long drive per jaa rahi thi achanak raastey mein larki kehnay lagi…..“suno ! kya tum aik haath se garri chala saktay ho?
Kyu nahi.. ladke ne bade fakher se garden akraaii…
Aur phir larki ne aahista se kaha, “Toh phir doosray haath se apni naak saaf karlo”
by Pak101.com (few years ago!)
Boy:Ye Ratein Ye Hawaein Ye Chandni Ye Ghataein Ye Nadiya Ye Kinare Girl Interrupts Say:Abe Saale Pyar Kar Raha Hai Ya Nature Study
by Pak101.com (few years ago!)
Santa ne Banta se kaha,”Sabse bada challenge kya
hai?”
Banta replied – Answer sheet ko khaali chod do aur
last me likh dena, paas karke dikha.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Man to wife on wedding night: "Are you sure I'm the first man you are sleeping with ? "
Wife replied: " Of course honey, I stayed awake with all the others !"
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa: kal mera sher se saamna ho gaya Banta: Phir kay hua
Santa: maine TV band kar di
Banta: Kyon vo to TV Main tha na
Santa: Ye to main samajhata hun, us jaanvar ko kya pata TV h isase bahar nahi nikalte
by Pak101.com (few years ago!)
1st Pathan: Oye Agar Raat Ko Neend Na Aaye Tu Kya Kiya Jaye ?
2nd Pathan: O Yara Neend Ka Intezar Karnay Se Tu Behtar
Hai Aadmi So Jaye..
by Pak101.com (few years ago!)
2 Admi Motor Cycle Par
Pankha Ly Kar Ja Rahe They ,
Ek Sardar Ne Dekh Liya Or
500 Ki Texi Karwai Or
Un Ke Pichey Lag Gya,
Kuch Fasle Par Un Ko Roka
Or Donon Ko 1,1 Lagai Or Bola,
Bijli Agy Nai Labdi
Tusi Sakootaran Te Vi Pakhey Laey Hoay Ney!
by Pak101.com (few years ago!)
Students ki 7 Nishaniyan
1- Ratta marny ko Mehnat Kahna
2- Har semester mai ye azam karna ke "Es Semester mai sath sath Parhunga"
3- Mobile Off karky parhna owr 5, 5 mint baad mobile ON karke dekhna ke koi msg tu nahi aya
4- Group study mai bar bar kahna ke "Agar ab kesi ne chawal mari tu group se bahir"
5- Parhny se pahle Course ke Page ginna owr gin kar khof se band kar dena
6- Har Lecture ke End mai sath wale larka se pochna "yar tere pas kal wala lecture hai"
7- Yaar apni Degree ka koi Scope nahi
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ek Baar Santa Aur Pathan Pani Peene Gaye To Glass Ulta Pada Tha.
Pehle Santa Ne Uthaya Aur Kaha.
Santa : “Iska To Muh Hi Band Hai”
Phir Pathan Ne Uthaya Aur Bola.
Pathan: “Abe Ye To Neeche Se Bhi Toota Hua Hai“
by Pak101.com (few years ago!)