gaay(cow) ka doodh
Customer: Ek kilo gaay(cow) ka doodh dena.
Shopkeper: Lekin tumhara bartan toh bahut chhota
hai.
Customer: Theek hai toh phir bakri ka de de!!
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 883 views
Similar Jokes
boss:pichle 6 mahino mein tumne kitni chhutiya li
hai.kabhi bimari,to kabhi honeymoon,bacheki
bimari.ab kya hai?
karamchari:kal meri shaadi hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Kisi ne ek Aadmi se pucha: Bhai ye khushiyan kiya Hoti Hain???
Aadmi: pata nahi bhai Meri to jawani Me Hi Shaadi Ho Gayi thi.
by Abdul Sami (few years ago!)
Unke gum me, Unke gam me hum ro
ro ke tub bhar diye,
Bewafa aaye, aur nahake chal diye...!!!
by khalid hussain (few years ago!)
Ladki Deo laga ke Bus pe chadhi,
Ladke ne comment paas kiya Aj kal Phinayal ka Use zyada hota hai'
Ladki boli: 'Fir bhi makkhiya pichha nhi chhodte'
by Pak101.com (few years ago!)
1 behra scooter ghasit k la raha tha
2nd behra-petrol khatm ho gya kya
1st- nhi yar petrol khatm ho gaya
2nd- ohh.!Mujhe laga petrol khatm ho gya!!:-P
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan k paas 1 mehman aaya.
Pathan bola: ”o yara is pankhe k niche betho tumhe
sawaab milega.
Mehman:wo kese?
Pathan: hm ye pankha masjid se utaar k laya hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Patni:Humare naukar ne chandi ka chamcha churaya
Pati:Kaunsa?
Patni:Jo humne parso hotel se churaya tha
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pathan ko Gadhay ne laat mari,
Pathan ko Ghussa Aya wo utha,
Aur Gadhay ko 4 – 5 laaty mar kar bola:
Aainda Apne baap k 7 badtamizi ni krna.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Usko paane ke liye mein bhagvaan se bhi lad leta!.
.
.
.
.
... .
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
par phir maine socha,
.
.
.
.
.
Exams ka time hai!
Bhagvaan se panga thik nahi!
by Pak101.com (few years ago!)
Boy: I can kiss u without touching U
Girl: U cant
.
Boy:Laggi shart 20,20 ki?
.
Girl: OK
.
Boy kissed her
.
Girl: U touched me
.
Boy: Oay khapp na paa... ay lay 20 rupay
by Mazhar Khan (few years ago!)