Sardar- Shirt ke liye kapda
Sardar- Shirt ke liye kapda dikhaiyeSalesman-plain me dikhau?Sardar- nahi, Helicopter me dikha haramkhor..Bandar ki aulad..Sardar dekha ni ki mazak shuru;)
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 989 views
Similar Jokes
Question: “Income Tax Aur Caller-Tune Mein Kya Similarity Hai?”
Answer: “Dono Ka Paisa Hum Bharte Hai, Maza Koi Aur Leta Hai.“
by Pak101.com (few years ago!)
A boy came running to the kitchen. Boy: Dad, there is an ugly monster at the door. Dad (Looking at his wife): Tell him we have already got one!
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Ladka Jyotish Ke Paas Apna Haath Dikhwane Ke Liye Jata Hai.
Jyotish Ladke Ka Haath Dekh Kar Bola.
Jyotish: ?”Beta, Tum Bahut Padhoge?”
Ladka: “Baba, Padh To Main 8 Saal Se Raha Hoon, Ye Batao Ke Paas Kab Hounga?“
by Pak101.com (few years ago!)
Customer : Bhai kab se wait ker raha hoon khana abhi tak tayyar nahi howa?
Hotel Wala : Sir kahana tu 3 din pehlay se tayyar hai bas gharam ho raha hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Biwi: “Tum nay kabhi sochnay ki koshish bhi ki hai tumhari tankhwa aakhir kahan jati hai”? Shohar: Baigam jab say hamari shaadi hui hai main nay is qisam ki koshishain turk kar di hain”
by Zaid Mughal (few years ago!)
Santa Ka Polutry Farm Tha, Par Kuch Time Se Usko Business Mein Loss Chal Raha Tha.
Ek Din Vo Hath Mein Bandook Pakad Ke Sari Murgiyo Ko Ikatha Karke Bola
Santa: “Kal Agar Tum Sab Murgiyo Ne Do Do Ande Na Diye To, Main Tum Sabko Goli Se Uda Dunga”
Agle Din Usne Dekha Ki Sab Murgiyo Ne Do-Do Ande Diye Hai, Par Ek Ne Sirf Ek Hi Anda Diya Hai”
Santa Ne Bandook Uski Taraf Kari Aur Bola: “Bata Sirf Tune Hi Ek Anda Kyu Diya Hai”
Murgi Mari Si Awaj Mein Boli: “Sir Ye Ek Anda Bhi Maine Aapke Dar Ki Wahaj Se Diya Hai, Warna Main To Murga Hun“
by Pak101.com (few years ago!)
Aadmi Kafi Der Se WAITER Ko KHUJLI Karte Dekh Raha Tha
Aadmi Ne Use Bula K Pucha-KHUJLI H Kya
Waiter-SAAB, Agar Menu Me Likhi H To Zarur Milega.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Ko Beta Hua. Use Jyotish Ke Pass Le Gaye
Jyotish:Ye Jiska Naam Pehle Bolega Wo mar Jyega
Baccha Bola "PAPA" Aur Dusre Din Padosi Mar Gya
by Pak101.com (few years ago!)
Maalik:-are raamu aaj tumne roti main kitna saare
ghee laga diya..
Naukar:-are saahab maaf karna shayad galti se
maine apni roti aapko de di hai,
by Tanveer Hussain (few years ago!)
BV -Wo Aadmi Muje Dekh K Muskura Raha H
Pati-Jrur hasega,jb maine pehli bar tumhari shakal dekhi thi to Mai b 3din tak Apni hasi nai Rok paya tha
by Pak101.com (few years ago!)