Tumahri car ka tyre kase pankacher hua
Santa: Tumhari Car Ka Tyre Kaise Puncture Huwa?
Banta:
Ik Daaru Ki Bottle Iske Neeche Aagayi Thi.
Santa: Tumhain Bottle Nazar Nahi Aayi?
Banta: Bottle Us Bande Ki
Jaib Mein Thi Jo Meri Car Ke Neeche Aaya Tha…
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 889 views
Similar Jokes
Dhongi Baba: Beta Tujhpar Ek Khatarnak Chudail Ka Saya Hai…
Pati: Baba Jaban Sambhal Ke Baat Karo Aur Khabardar Meri Biwi Ki Baare Mein Kuch Ulta Seedha Bola To…
by Pak101.com (few years ago!)
GF to Pappu: Titanic dekh kar kya seekha ?
.
.
.
.
.
.
.
.
Pappu: Sikha kuch nahi,
abhi tak soch ra hu
ki
aise mast mauke par bhi koi
painting
kaise kar sakta hai.
by Mohammad Ali (few years ago!)
1 sikh ke b.v hospital mei thi.
Sikh ne nurse se keha k“agr lrka hua tu keha Pass”aur“agr Lrki hue tu kehna fail”.
Sikh ka bcha peda hote he mr gya.
tu nurse boli “srdar g supply I hy”
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Nalayak bano to aise bano k
Jis din kitab kholo to Khud kitab ke panne tumse puchhe
.
... .
.
.
.
.
Beta aaj tabiyat to theek hai na ya pee rakhi hai ??????
by Pak101.com (few years ago!)
3 Bache apas mai baat ker rhe the..
Ek ne kha mai kale rang ki Car lo ga kyo k mere abu k baal kale hai.
Dosre ne kha mai bhore rang ki car lo ga kyo k mere abu k baal bhore hai.
or jub tesre ki bari ai to wo jhut se bola..
Mai baghair chut ki Car lo ga kyo k mere abu gange hai..::)))
by Muhammad Farrukh Nawaz (few years ago!)
1 Pathan Cinema mai Film dekh raha tha.
.
Film mai 1 Shair dowarty howe araha tha.
.
Pathan ne dekha tu dar gia, owr apni chadir kandhy pa dal kar bhaagny laga
Logo ne kaha: Khan Sahib mat daro, yai tu film hai
.
Pathan: Wo tu mujh ko bhi pata hai ke yai film hai, lekin wo tu janwar hai, usko kia pata
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Sardar ke bagiche me bahut podhey they.
Sardar ne naukar se bola, podho ko pani dal do.
Naukar bola "sahib barish ho rahi hai" sardar : abe budhu chatri pakr ke dal lo
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar On Cycle
Hit Lady Accidently
Lady Says: Break Nahi Mar Sakta Tha Kya?
Sardar:Poori Cycle To Mar Di..
Abhi Break Kya Alag Se Maru?
by Pak101.com (few years ago!)
Patni Aapne Pati Se- Dekh Lena Tumhe Nark Mein
Bhi Jagah Nahi Milegi..
Pati- Achcha Hai, Mai Bhi Har Jagah Tumhare Sath
Nahi Jaana Chahta.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Boy: Boys are intelligent than girls! Girl: Any proof?
Boy: You always say intelligent but u never say intelliLADIES.. :-p
Great people
Great thoughts.
by Pak101.com (few years ago!)