Funny
Boy 1: Larkion ko "I love you" bolny ki sab se achi jagah konsi hai?
Boy 2: Daata Darbar
Boy 1: Kion ??
.
Boy 2: Kionky wahan larkiyon ne chapal nahi pehni hoti
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 880 views
Similar Jokes
Naman ko apna Kutta bechna tha. Chaman usko kharedna chahta tha.
Chaman: Kya ye Kutta wafadar hai ?Naman: Hanji, mein isko teen bar pehle bhi bech chuka hu, ye itna vafadar hai ke har bar mere pas vapis aa jata hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek lady train se utri, ek pathan se poocha ye konsa station hai?
Pathan ne socha… socha… socha… socha… socha phir bola
“Baji ye Railway Station hai”
by Pak101.com (few years ago!)
Father to Son: Sath walon ki larki ko dekh lo,
wo exam mai "First" ayi hai, owr tum..
.
Son: Usi ko tu dekhta tha,
tabhi tu "Supply" ayi hai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Santa-yar banta apne India me sabhi kutte kamjor
q hote hai?Banta:kyuki sab kutto ka khun 2
DHARAMENDER Pee jata hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
S0lve the case?
Ek admi ka qatal hua sunday 7-jan-2007 aftern0on us ki biwi ne p0lice ko bulaya
p0lice sb se sawal puchne lagi
Wife: sir me so0o rahi thi jis waqt qatal hua
C0ok: mai khana paka raha tha
Gardener: mai pst offce gya hua tha
N0kr: mai gao gya hua tha
Children : ham khelne gaye the
par0si: ham shadi me gaye huye the
P0lice ne f0ran qatil ko arrest kar lia reply
k0n hai qatil With reason answer
esi me hai g0r se parhiye
by Pak101.com (few years ago!)
Sunehri Baatein
Zindagi Mein 2 Baaten Hamesha Yaad Rakhna
1) Hawa Chalti Hy Tou
Pattey Hiltey Hyn
2) Aur Nahi Chalti Tou
Nahi Hiltey ...
by Pak101.com (few years ago!)
Bania’s son: Daddy meri door ki nazar kharab hai SPECKS banwa do.
Kanjoos Bania took him outside & said: Woh dekh kya hai?
Son: Suraj
Kanjoos Bania: Abbe ullu ke patthe, aur kitni dur tak dekhna chahe hai tu.
by Pak101.com (few years ago!)
Managment student kisses a girl.
Girl-whats this?
Boy- its called DIRECT MARKETING.
Girl slaps d boy
Boy-what is this?
Girl- this is CUSTOMER FEED BACK...:)
by Pak101.com (few years ago!)
1st Pathan:
Oye Agar Raat Ko Neend Na Aaye
Tu Kya Kiya Jaye ?
2nd Pathan:
O Yara Neend Ka Intezar Karnay Se Tu Behtar Hai Aadmi So Jaye..
by Pak101.com (few years ago!)
Girl to Shopkeeper: Koi esa "Valentine Card" hai, jis par lekha hon "mai sirf aur sirf tum se pyar karti hon" ?
.
Shopkeeper: Haan hai
.
Girl: Acha 7 cards dena
by Pak101.com (few years ago!)