Ustad to akhirr ustad hota
10 doctorz aur 1 engineer Helicopter Ki Rassi Se Latke Hue The
Pilot Ne Kaha Load Zyada Hai 1 Aadmi Ko Chorna Hoga
Engineer Ne Kaha Apni jaan Ki Qurbani Mai Deta Hoon Taaliyan
Ye Sun Kar Sab doctorz Taaliyan Bajane Lage,
Aur sabke sab Neechey Gir Gaye Ustad to akhirr Ustad hota hai na.
by Mazhar Khan (few years ago!) / 1271 views
Similar Jokes
A boy went to
meet his girl friend,
when he came at home..
Mom asked: kahan gaye they?
boy: us se milne,
Mom: kisliye?
boy: haan bohat kiss liye..:p
by Pak101.com (few years ago!)
Sonu: papa, aaj mujhe ek ladke ne mara.
Papa: kya tum use phchan sakte ho?
Sonu: haan papa mein uska daant saath laya hu.
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor Says To Pathan:
Appka Aur Aapki Biwi Ka Blood Group Ek Hi Hai?
Pathan:
Hoga Zaror Hoga;
25 Saal Se Amara Koon Peeta Aay..!
by Pak101.com (few years ago!)
BOSS:15 din ki chuti q chahiye?
pathan:cousin ki shadi he.
boss:cousin ki shadi me15 din chuti q?
pathan:cousin ki shadi mujse ho rahi he . . . .
by hearthackervsgirls (few years ago!)
English Log Apne Friend Ko Hospital Me Phool De Kar Kehte Hain:
.
"Get Well Soon!"
.
Or Pakistani Dost Kehte Hain:
.
.
Oye Nurse Bari Sohni Aey,
.
.
Holi, Holi Theek Hovin.. ;)
.
.
Asi Kal Fer Aawan Gay.. :-P
by Mohammad Ali (few years ago!)
1 Angraiz PAKISTAN aya URDU sekhnay. Kuch arsey baad wo wapas gaya to logo ne kaha k kya sekha? ! ! ! Angraiz ne kaha "BiJLI CHALI GAYI" "BiJLI A GAYI"
by Pak101.com (few years ago!)
Eik gora pakistan aya hamarey culture ko seekne
aur jab wapus aya tho logo ne usey poocha ke kya
seeka hai thumne tho bola "BIJLEE RALA BIJLEE
LARA!"
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Yahan to YOUSAF Or SohaiL B World Cup Khailne NHi GAE
FARAZ
Or Wo PepSI wala bacha Kehta Hy
WorldCup k Lie Mujy B sath LE ChaLO !!!
by Pak101.com (few years ago!)
Girl:- Jaldi khidki se kudoo, papa aa gaye hai
Boy:- Lekin ye 13v manzil hai
Girl:- Janu ye subh - asubh sochne ka waqt nahi
hai, jaldi kud jao
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Pathan Angoor Beach Raha Tha Magar Keh Raha Tha Aaloo Ley Lo Aaloo,
2sray Admi Ne Kaha Khan Sahib Ye To Angoor Hain.
Pathan. Chup Ho Jao Warna Makhiyan Aa Jaen Gen.
by Mazhar Khan (few years ago!)