Hum yahan nahi rhe ge
Pathan :hum yahan nai rahay ga hmra paisa wapis
karo,
Itna chota kamra or 1 stool,
tum humein janwar smjhta hai.
Waiter:sir kamray may tu chalian ye Lift hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 855 views
Similar Jokes
Ek bujurg apni zindagi ka raaj bata rahe the, meri umar 80 saal hai magar mene kabhi cigret nahi pi, sharab nahi pi, jua nahi khela aur kabhi kisi aurat ki taraf aankh uthakar nahi dekha.
Banta: baba ji, mujhe hairat hai ki phir aap itne saal se kis liye jinda ho.
by Pak101.com (few years ago!)
Insaan ka sab se ziyada dil kab jalta hay?
Jab aap original Nokia ka mobile le kar behte hon
aor koi aa kar kahe..China Hy?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Boy Bike Se Ja Raha Tha
Ladki Ko Dekh Achanak Gir Gya
Ladki-Oh My God! Lagi To Nhi
Boy- Are Nhi Re Pagli, HmTo Aise Hi Bike Se Utarte He
by Pak101.com (few years ago!)
what is ds difference between indian cricket team
and toilet ..
kuch b nahy waha b dhoni hay or yaha b dhoni hay
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan: Mere Mohalley Wale Bohat Kanjoos Hein.
Dost:Kiun?
Pathan: Sab Ne 14 Aug Manai Par
Kisi Ne Qurbani Ka Gosht Nahi Bheja.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar ky duno kaan jal gaye thay
Doctor: Sardar Ji Apky kaan kaise jal gaye?
Sardar: O jee, mai kapray Estri ka raha tha, ke ki Call agayi, mai jaldi mai Phone ki Jagah Estri Kaan ko laga li
Doctor: Dosra kaan kaisy jal gia?
Sardar: Phir Ambulance ko bhi call karni thi na!
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
1 pathan ka mobile chori ho gaya.
Pathan bohat roya, rote rote hasne lga.
Kisi ne pocha hans kyu rhe ho.?
Pathan bola mobile to le gya pr charger to mere pas hy na..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
A Tiger was giving wedding party to his frnds..
A Cat came there and danced.
Tiger asked who r u ?
Cat said: I was also a Tiger before my marriage.......
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Bazurg kisi abadi se guzar rahy thy unho ne dekha ke puri abadi main sirf 2 ghar aise hain jo chand ki tarha chamk rahe hain.
Wo isi tajassus main dusre din b isi abadi se guzray aur wohi manzar dekha, unhon ne logon se pouchha ye kia raz hay.
Logon ne unhen bataya ke ye ALLAH ke wo banday hain jinhon ne ..
UPS…lagwa rakha hai.: subHan Allah
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Swaal kutte shadi kiun nai karte?;->
jawab:kiun k wo pehlay hi kutton ki zindagi guzar rahe hain.
by Sabir shah (few years ago!)