Chineze aur Pakistani
Talwaar Bazi K Muqable Men
1 Chineze Ne Bareek Taar K 2 Tukre Kr Diye
Japani Ne Us Se Bhi
Bareek Taar K Tukre Kr Diye
Pakistani Ne Machar Uraya
Talwaar Ghumai Or Machar Urta He Raha…
Judge Ne Pocha Machar To Ur Gaya?
Pakistani :Urh To Gya
Per Kabhi Baap Nhi Ban Sakega
by Pak101.com (few years ago!) / 701 views
Similar Jokes
Wife: If I die what will u do?
Husband: Main paagal ho jaun ga!
Wife: Will u marry again after I die?
Husband: Pagal kuch bhi kar sakta hai!
by Pak101.com (few years ago!)
Height of common sense
Techer:Jab Bijli Chamkti Hai
To HmKo Roshni Pehle or
Awaz Bad Mein Q Aati Hai?
Pathan:q K Hamari Ankhen Agey Hen or Kaan Peeche hen;-)
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ek Luchnowi Nawab Punjab pahuncha aur sardar se rasta puchne ko ruka: Huzoor, Ek Takleef Deni Thi Aapko?.
.
Sardar: Sale de kar to dekh teri bakkal na taar dunga.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Ne Makhi K Par Kaat K Kaha "Urr Ja...
"Jab Makhi Nahi Urri To Usney Kaha...
"Sabit Hota Hai K Makhi K Par Kaat ...
Diye Jaein To Wo "Behri" Ho Jati Hai..
by Pak101.com (few years ago!)
Maalik: arey, tune 500 saal puraani ghadi thod dee hai.
naukar: bach gaya saab, main to samjha yeh nayaa hai
by Pak101.com (few years ago!)
Bhikhari: Saab 1 rupaya de do.
Saheb: Kal aana.
Bhikhari: Saala is kal-kal ke chakkar mein is colony mein
mere lakhon rupaye fase huye hain.
by Pak101.com (few years ago!)
Tab tak pyaar se pyaar mat karo,
Jab tak pyaar aap se pyaar na kare.
Agar pyaar aapse pyaar kare,
Toh pyaar karo ki pyaar kisi aur se pyaar na kare.
by Abdul Sami (few years ago!)
SANTA- Tere kitne bachhe hain?
BANTA- 18
SANTA- Itne saare?
BANTA- Sasurji se wada kiya tha k unki beti ko
kabhi khaali pet nahi rakhoonga ;-)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
SANTA: Boss Maine Galati Nhi Kiya.
Fir B Aap Muje Saza Q De Rahe ho?
Ajit: Idiot,Zamana Pre-Paid Ka Hai
Pahle Saza Bhugato,Baad Me Galti karo..
by Pak101.com (few years ago!)
Najomi Boy ka hath daikh kar bola :
Baita Tum boht Parhogay
.
Boy: Saalay.. Parh tu mai 12 saal sai raha hon, yai batawo Pass kab honga
by inayat khan (few years ago!)