A molvi went to zardari home
A molvi went to Zardari home and said: Qaum ko
tang mat karo warna Allah ka azaab aye ga.
Zardari: Tang to Musharraf kar raha tha, Main to
azaab hon.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 951 views
Similar Jokes
Ek larki ne namaz parhi aur shadi kay liye dua mangne lagi to sharama geye kahne lagi
“Aey Allah mein apne liye kuch nahi mangti bus meri Ammi ko ek Khubsurat Damaad de de.
.
.
.
Pata he kya hua
.
.
USKI choti behan ki shadi ho gai.
M0RAL: Duaon mein funkaarian nahi kerni chhiyen.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Gang of SARDARS broke a Bank.
Instead of cash they found Botles full of Chilled Red Wine,
&
&
&
&
&
Happily they drank went away.
Next day Headline aai: Blood Bank lutya gya.
by Pak101.com (few years ago!)
Maalik Naukar say:
yeh tum kisi bhi kaam k liye jaatay ho to wapas
aanay main
2 - 3 ghantay kyun laga daitay ho. ?
Naukar:
sahab aap nay he to kaha tha k bijli ki tarah kaam
karna ..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan Ne ek Bache Ka Kidnap Kiya Or Kaghaz Pe Yeh Likh Ke Bache Ki Peeth Pe Chipkaya
10 Lakh Kal Subah Pull Ke Neechy Pahuncha Do
Or Bache Ko Ghar Waapis Bhejh Diya
Doosrey Din Woh Pul Ke Neeche Gaya Tu Usse Paise Mil Gaye Or Sath Kaghaz Pe Likha Tha
Khuda Qasam Paise Ka Ghum Nahi, Ghum Iss Baat Ka Hai Ke Pathan Ne Pathan Ko Loota
by Pak101.com (few years ago!)
Agar Question paper tough lagy
Ya samaj mai aye tu
Ek gahri saans lo, owr zor se chilawo:
.
.
"Kameeno fail hi karna hai tu exam kion laity ho…"
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Patient: I have swallowed a key.
Sardar Doctor: When?
Patient: 3 months back!
Sardar Doctor: What were you doing till now?
Patient: I was using duplicate key, now I have lost it too.
by Pak101.com (few years ago!)
Bahu ke 1-2 afair sunkar
PATI ne jaan de di
3-4 afair sunkar SASUR ne jaan de di.
Lekin SAAS chup rahi kyu?
KYUKI SAAS BHI KABHI BAHU THI
by Mazhar Khan (few years ago!)
Shadi k Dosre Din Baiti apni maa Se: Aaj mairi Unse Larayi Hogayi
.
Maa: Baita Shadi mai Jhagry tu Hotay Rehty hain, koi baat nahi
.
Baiti: Wo tu Theek hai Par Ab Laash ka kia karain?
by Mazhar Khan (few years ago!)
Larka aur larki 2no hath me hath dal kar ja rahe the
aik sharati bacha aya aur us ne kaha:bhaiya kal wali didi ziyada mast thi
by Sabir shah (few years ago!)
Jis waqt khuda ne tumhain banaya hoga,
ek saroor sa uske dil pe chaya hoga...
pehle socha hoga tujhe jannat mein rakh lun..
phir ussay zoo ka khayal aaya hoga..
by Tanveer Hussain (few years ago!)