Khana bna rhi thi
Banta khana bana raha tha aur pucha 'namak kidar
hai'?
Santa : namak nahi hai.
Banta : toh Dal mein kya daalu?
Santa : "COLGATE" dalo, usme Namak hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 590 views
Similar Jokes
Cat:hw old r u?
Elpnt:5 yrs.
Cat: U luk big.
Elpnt: i m a COMPLAN BOY
cat: i m 20yrs
Elpnt: But u luk small
Cat: PONDS MIRACLE,
BADHTI UMAR MANO THAM SI JAYE...
by Pak101.com (few years ago!)
Miss:
Aaj Tum Late Kyun Aaye?
School 7 Baje Shuru Hota Hai Phir Dair Kyun Ki?
Kid:
Miss Aap Meri Itni Fikar Mat Kiya Karen Log Shak Karte Hain...:-)
by Pak101.com (few years ago!)
Ek pathan aasman par daikh raha tha us ne ek doosre pathan se poocha
Yara! Yeh sooraj hay ya Chand?
2nd Pathan: Pata nai.. Hum to iss sheher mai naya aaya hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Doctor k band clinic k agay lambi line thi 1 Sardar bar bar line me ghusta Log usko pkr k pichey phenk datey.
Sardar:Lagay rho saalo, me b clinic nhi kholun ga!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Aaj Apni Girl-Friend Ki Shaadi Mein Ja Kar Ye Ehsaas Hua,
Ki Rajma Chawal Achhe Ho To Mohabbat Bhi Feeki Lagti Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Ke Betay Ki Roti Pr
Sy Chooha Ghuzer Ghaya.
Son To Sardar: “Hun Me Ae Roti Nae Khani”
Sardar: “Kha Ly Putar, Choohy Nay Kehra Jutti Pai Hue C” ;->
by Pak101.com (few years ago!)
Wat is meant by Mixed Emotion?
Ans:Ur ENEMY falls from 17th floor on ur brand new car
& u don't know whether to Laugh or Cry. :D
by dracula (few years ago!)
Texi Wala : Sir Sorry
Mai Meter Chalu Karna Bhul Gaya Tha Ab Kitna Bhada Lu?
Santa : Oyye Praji
Koi Gal Nhi Mei B Apna Batva Bhul Gaya Hu!
by Mohammad Ali (few years ago!)
'1 larki park me bench pr leti thi.
1 faqir aya or hans k bola:
Helo darling. ....'
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek ladki sadak par akeli jaa rahi thi,
pichhe se ek ladka bola : Ghar tak
lift chahiye kya?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Ladki : Bhag jaa harami 3 din se lift
le rahi hoon abhi tak
ghar nahi pahuchi…..
.
Jo samje wo agaye forward kary baqi beth k pogo dekhy..:P:P
by Mazhar Khan (few years ago!)