Kisi ne kaha ye kiya kia?
Pathan ne Darya mai Dobtay hoye 1 Aadmi ko bachaya.
Or Thori Dair Baad Dobara Phenk diya:
Kisi ne kaha ye kiya kia?
Phatan: Purani Kahawat hai
"Neki Kar Darya Mai Daal"
by Abdul Hannan (few years ago!) / 966 views
Similar Jokes
Ek pathan interview dene gaya us say pucha gaya aap kitne behen bhai hain..
Pathan: 5 behen bhai,
In mein aapka No kon sa hay?
.
.
Pathan: Mera No Zong ka hay.
by Abdul Hannan (few years ago!)
A man to Sardar : Aao ji chess khelein.
Sardar : Tu chal main sports shoes pehen ke aata hun!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Friends Are like “Priya Gold Biscuit” Haq Se
maango
Girl Friends are like Pepsi Yeh Dil Maange More
Wife is like a medicine Bas Ek hi kaafi hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 girl ki death k bad us ki saheli us k boy friend k pas gai aur boli:kia me us ki jagah le sakti hun.
Bf :mujhe koi aitraz nai qabristan walo se puch lo.
by Sabir shah (few years ago!)
Ranjha ne bansri bajai heer daur k aai,
majnu ne been bajai laila bhag k aai
aur hum ne seeti bajai wo apne abu ko le aai.
by Sabir shah (few years ago!)
Three friends after exam.
Lucky: Yaar mujhey kuch nahi aata tha main paper khali chor aya hon.
Banta: Main bhi!
Santa: Shit yaar, teacher samjhe gi hum ne cheating ki hay.
by Pak101.com (few years ago!)
ek larki ney pathan sey kaha
"kiya aap ko pata hai aj womens day hai"
pathan ney ghabra k kaha:
"kamal hai, jab hum ghar sey nikala tab to friday tha";-)
by Pak101.com (few years ago!)
Nanhi bachi- “Dadiji, kya aap acting bhi karti hai?”
Dadi- “Nahi to, lekin kyo?”
Bachi- “Subah maa pitaji se kah rahi thi ki yadi
aap yaha rahi to drama to jaroor hoga”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher: Bijli kahan se ati hai??
Student: Mairy mamo ke ghar se
Teacher: Wo kaisy?
Student: Jab bhi bijli jati hai, mairy papa kahty hain, "Saalon ne phir bijli band kardi"
by Pak101.com (few years ago!)
Patni- shadi se pahle aap roj gift dete they,par ab nahi dete,kyu? Pati: kabhi tumne machuware ko machli pakadne ke baad usey dana dalte dekha hai kya?
by Pak101.com (few years ago!)