Inteqam
Girl:Dad, wo samne walon ka larka
mujhey bohat tang krta hai
Dad:Main abhi usey police
k hawaley krwata hoon
ta k usey sakht saza miley
Girl:Oh no Dad,
Main usey is se bhi sakht or mustakil
saza dena chahti hoon
Dad:Kiya matlab
Girl:Dad aap meri us se shadi kar dein
Dad:Waah beti waah,
intqaam leney mein bilkul apni maa pe gayi ho..:-)
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!) / 755 views
Similar Jokes
Sardar: Aaj raat mai nahi sowonga
Dost: kion??
.
Sardar: Kal khwab mai 1 Pathan se larayi howi, wo aaj banday le kea raha hai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Aaj, kal, harpal,
Aaj, kal, harpal, har samay, har vaqt, maheno, salo saal se ek DIL tumhare liye dhadakta tha aur dhadakta rahega aur wo DIL hai ur"s own DEAR
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Santa plane land hote hi chillane lga.
Bnglore aya banglore aya.Balle Balle'
Air Hostess: Helo sir.B silent
Santa-ok anglore aya anglore aya alle alle
by Mazhar Khan (few years ago!)
Dr. adhi raat ko utha or biwi se bola-main ja raha hu,hospital se Phone aaya hai emrgncy hai.
Wife-kisi ko to apni maut marne diya karo. .:
by Pak101.com (few years ago!)
SARDAR:
Muje 9 Bando Ne Mara,
GURO: Phir Tu Ne Kia Kya?
SARDAR:
Maine Kaha Agar Himat Hai
To 1 Ek Kar K Ao
GURO: Phir SARDAR:
Phir Sab Ne Bari Bari Maara.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Ne Aag Bujhane Ke Liye Phook Maari To Uske Piche Se Poo Nikal Gayi,
Phir Phook Mari, Phir Se Poo Nikal Gayi,
Santa Gusse Mein Pichwada Ghumakar Bola: “Le Tu Hi Bujha Le…“
by Pak101.com (few years ago!)
Qurbani k din bv shohar se:ap janwar kab lao ge?
Shohar:begam mujhe hi zibah kar lo
bv:gadho ki kamai halal hai magr qurbani haram hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Hamari Dosti Ki Umar Humse Zyada Hogi
Tmhari Har Awaz Hamare Lye Wada Hogi
Tum B Sun Lo Kaan Khol K
Jisne Dosti Pehle Tori
Uski pitai B Sab Se Zyada Hogi ;)
by imran (few years ago!)
Santa Apne Bete Pappu Ka Math Ka Test Le Raha Hota Hai.
Santa: “Beta 5 Ke Baad Kya Aata Hai?” Pappu: “6, 7”
Santa: “Wah Mera Beta To Bohat Hoshiyaar Hai, Aur 6, 7 Ke Baad?”
Pappu: “8, 9, 10”
Santa: “Kya Baat Hai Beta Aur Uske Baad?”
Pappu: “Gulam, Begum, Badshaah“
by Pak101.com (few years ago!)
Sholey ki team ne IPL me part liya,Gabbar ke bowler ne 20 Over me 150 run diye aur extra me 200 run diye
Batao kyun?. . . . .. .. . .. . . .
Kyunki wicketkeepar thakur tha..:)
by Pak101.com (few years ago!)