appke hath me
apke haath mein mobile hai,
chehre pe khubsurat si smile hai,
sms ki ek chhoti si file hai,
phir bhi SMS nahi karte,
yaar, yeh kaun sa stupid style hai.......
by Abdul Sami (few years ago!) / 825 views
Similar Jokes
Man: Oye tera ek dant neela kida ho gaya?
Sardar: Yaar main ink lagayi hai.
Man: Uh kyon? Sardar: Kyon k aaj kal BLUE TOOTH bahut mashur hai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Sabzi waala sabzi pe paani chidak raha tha,
kaafi der ho gayi,
Customer gusse mein aa ker bola:
Bhai saheb: agar bhindi ko hosh aa gaya ho
to Aik kilo de do :P ;)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Nya sipahi(inspector se): Sir,ye bilkul galat haiki mein us chor se der gaya tha
Inspector: To tum us gaadi ke piche kyun chupe the?
Nya sipahi: Ji weh to mein kutta dekh kar chupa tha
by Pak101.com (few years ago!)
Ek admi ne dozak mai shetan se kaha
"kia mai apke mobile se apni bewi ko call karsakta hon?"
Call karne ke baad admi bola: Call ke kitny paise don?
Shetan bola:No charge, because hell to hell is free
by Pak101.com (few years ago!)
ek khaali ghar ki diwaar py likha tha k uper khirki mein mat jhankna .ek admi roz kaam py jaaty huy parh k chala jata lekin ek din us ny khirki mein jhankny ka socha jab jhanka tow dekha.
.
.
.
.
andar likha hua tha "aakhir jhaank hi liya na idiot"
by sarmad abbas (few years ago!)
Chuhi chuhe se-Tu mere lyi jaan de sakda a?
Chuha-kade nhi?
chuhi-kyon?
chuha-Sadi maa nu put nhi labne tenu yaar bathere......
by Sajjad Qureshi (few years ago!)
A Student wrote a letter to is father from hostel: dear Dad...! No Money, No Fun Your son! His Father Replied: Dear Son! So Sad, Very bad. Your Dad!
by Mohammad Ali (few years ago!)
Teacher: Main teri Maa Hoti Tou Main Tujhy
2 Din Main Sudhaar Deti …
Student: Madam, Kal Tak Main Apne Papa Sy
Mashwara Kar k Bata Doonga … ;->
by Mazhar Khan (few years ago!)
Husband: “Raat mene ek movie dekhi jis me ek churail kabhi mere aage kabhi mere pichhe”.
Wife: “konsi movi dekhi”.
Husband: “Apni shadi ki”:):)
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 Boy School Se Rota Hua Ghar Aaya:
Maa: Beta Kyo Ro Rahe ho?
Boy: Sir Ne Bohat Mara Hai Mujhe!
Maa: Q?
Boy: Sir Mere Dost Ko Daant Rahy Thy To Maine Dost ko Tasalli Di, Aur Ek Misaal di.
Mother: Konsi Misaal?
Boy: Jo Bhonktey Hain Woh Kaat'tey Nahi. :-)
by Pak101.com (few years ago!)