What is a fine?
Banta: What is a fine?
Santa: Fine is a tax for doing wrong.
Banta: And what is tax?
Santa: A tax is a fine for doing right.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 900 views
Similar Jokes
Naukarani: Malkan Ap Udaas Kyun Hai
Malkan: Tumhare Sahab Office Ki Kisi Larki Se Payyar Karte Hai
Naukarani: Nahiiiiin, Sahab Mujhe Dokha Nahi De Sakte
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Plz don"t read this
Nahi to
ho jayega
Kya?
Arre wahi
jis se hum darte hai
?
?
?
wahi jo is umar me aksar ho jata hai
?
?
?
dekha ho gaya na
?
?
TIME WASTE!!
by Mazhar Khan (few years ago!)
aik police walay ka beta exam main fial ho gaya to us nay us ko bula kay dantant shuru kar diya
uska beta bola: yeh lo 50 ropay aur mamala yaheen rafa dafah karo
by Abdul Sami (few years ago!)
Dr.-Aapki Biwi Ab Sirf 2 Dino Ki Mehman Hai, I Am So Sorry!
Santa- Sorry Ki Koi Baat Nahi Hai Dr. Saab, Jab 20 Saal Nikal Gaye to 2 Din Bhi Nikal Hi Jayenge..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Husband: Hypnotise karna kia hota he!?
Wife: Kisi ko Apne Control me kar k Apni Marzi k kaam Karwaana.
Husband: Chal jhooTi,Usay to Shaadi kehtay hain.:-)
by hearthackervsgirls (few years ago!)
first friend: yar aaj main nay
first friend: yar aaj main nay PC hotel main sirf 50 ropay main khana khaiya
2nd friend: naheen yaar woh kaisay?
ist friend: yaar bill to 2000 bana tha unhoan nay police ko bulwa liya aur main nay 50 ropay day ka jan churwai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Shohar: Darling I will love u for the next 1000 years?
Biwi: Uss k baaad kon c Maa k pass janey ka irada hai?
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek Clinic k aage lambi line thi,
1Aadmi bar-bar line me ghusta tha,
par log usko pakar k piche phek dete the
Admi:"Lage raho, Saalo clinic hi nahi kholunga"
by Pak101.com (few years ago!)
Munna: Bolay to Apun ko tera
operation dobara karna paray ga.
Kyun k apun kay rubber k gloves
teray andar hi reh gaye hain.
Patient: Agar yeh baat hai to mujhay jaanay do.
Mien tumharay gloves ki payment kar doon ga.
by Pak101.com (few years ago!)
Pappu-dada ji kya aap badaam khate he?
Dadaji-nahi, mere to daant hi nahi hain
Pappu-fir thik hai, ise aap rakhiye, mai school se aakar le lunga..
by Pak101.com (few years ago!)