1ladke ne 1ladki ko dekh kar arz kiya
1ladke ne 1ladki ko dekh kar arz kiya
Tere smile me kya chamk he
Tere smile me kya chamk he
wo muskura k boli
MERE TOOTHPASTE ME NAMAK HAI
by Pak101.com (few years ago!) / 803 views
Similar Jokes
Mr Funny ne apna Gadha bechna tha.
Mr Funny ne Hindi newspaper me advt di:
"Agar kisi ko kabhi kisi Gadhe ki zarrut ho to mujhe yaad karna. Mera mobile no hai: 981******."
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar bar me ro raha tha. Bartender: Kyo ro
rahe ho?
Sardar: Aur kya karu??
Jis ladki ko bhulana chahta hun uska naam hi yaad
nahi aata.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek bar ek ladka samosa ke bich ke aalu ko kha raha tha aur bahar ke hisse ko phek raha tha.
Dushra dost usse poochta hai ke tum samose ke sirf aalu ko kyun kha rahe hoo?
Pehla: Doctor ne mujhe bahar ke chejo ko khane se mana kiya hai.
by Pak101.com (few years ago!)
BAHU K 1-2 affair sunne k baad sasur ne suicide karli
3-4 k din baad sohar ne bhi suicide kar li,
magar SAAS chup aur zinda rahi.
Kiyu?
“KION K SAAS BHI KABHI BAHU THI”.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 pathan building se gira
doctor said he is dead
pathan suddenly woke up n said mey zindah hon.
Pathan wife: tu leta reh tujhe doctor se ziada pata hai kya.
by Pak101.com (few years ago!)
What happened 2 ur network? I tried 2 call u but the operator said "Welcome 2 the jungle, the monkey u r trying to call is on the tree....Plz try later."
by khalid hussain (few years ago!)
1 Nursery class ka bacha bola:
Miss main aapko kesa lagta hon?
Miss: So Sweet..
Bacha apny side k larky se aankh maar kar bola:
Maine kaha tha na Line Maarti hai..
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Insaan wahi hai jo dusron ke kaam
aaye.Student: Par Ma'am exam mein to na aap
hamare kaam aati hain aur na dusron ko aane deti
hain
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ladki Ne Ghar Se Bhaag Ke Shaadi Ki..
.
.
5 Din Baad Wo Rote Huye Lauti..
.
.
Dad : Ab Kyu Aayi Ho ??
.
.
Ladki : Papa, Wo BMW Ka Driver Nikla,
iPhone Bhi China Waala Tha..!!
by Pak101.com (few years ago!)
Solid Insult"
Girl To Slim Boy: Apni Body T0 Dekho Jaise Haddiyan Hi Haddiyan Hon,,
Boy: Isliye Itni Dair Se Soch Raha Hu K Mere Pas Kutti Kun Khari Hy...
by Pak101.com (few years ago!)