Jeene ke liye Oxygen
Teacher: jeene ke liye Oxygen zaroori hai. ise 1773 mein aavishkaar kiye.
Pappu: baap re bach gaya!! agar usse pehle paida hota to main mar jaata
by Pak101.com (few years ago!) / 957 views
Similar Jokes
Teacher: Tum late kion aye ho?
Student: Ammi Abbu lar rahy thay eslie
Teacher:Wo lar rahay thay tu tum kion late aye
Student: Mera ek joota ammi ke pas tha owr ek abbu ke pas
by @irha@ (few years ago!)
Sardarni To Sardar:Public Ny Apko Kyu Mara?
Sardar:Darling..
Jeweller Ki Dukan The,
Meiny Sales Girl Ko Itna Pucha: Aj Tmhary
Soney Ka Rate Kya Hai??
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 Pathan Bhri Bus Mein 1 Larki Se Touch ho raha tha.
Larki:
“Excuse Me! Aap Acha Nahi Kar Rahey.”
Pathan:
“Itney Rush Mein Is Se Acha Nahi Ho Sakta.”;-
by Pak101.com (few years ago!)
Girl In Train - Can I Sit Here ??
.
Boy- Yes Of course.. Itz All Yourz ;)
.
Girl- Can I Take Some Water ??
.
Boy- Yes Why Not ;)
.
Girl- BROTHER which Iz The Next Station ??
.
Boy - Mere Dimaag Me GPS laga hua hai Kya
Chal Bhaaag Hatttt... Kamini Chudail Kahin Ki :D :P
by Pak101.com (few years ago!)
Modern Bezzati..
Boy to Girl: I love u & want 2
marry u.
…
.
.
. .
.
.
.
.
. .
Girl: Apni Shakal dekhi hai ?
.
.
..
. .
.
.
.
.
Boy: Bekar hai tabi to tere pass aaya hu.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Maalik: Tum bathroom mein kyu ghus aaye, Kya tumhe pata nahi tha ki mein naha raha hoon?
Naukar: Hazur galti ho gayi, mein samjha tha begum sahiba hai.
by Pak101.com (few years ago!)
jab be gali me chalo nazre juka kar chalo es se app ke ezat nai barte balke
kise ke gere hove pasie milne ke chance be bar jate hain.....
by Pak101.com (few years ago!)
Ek darya k kinaray 2 Pathan chamach se darya main dahi daal rahe thay
Sardar ne dekha tau poocha: Khocha ye kia karti?
Pathan: hum lassi bana rahe hein.
Sardar: Ha ha ha. O pagal k bacha log is liye tum per lateefa banata hai.
Itna lassi tumara baap piye ga?
by Pak101.com (few years ago!)
Judge- Tumne Samaaj K Liye Kaun Sa Bhala Kaam Kiya Hai
Mujrim- Saab, Humare Karan Hi Police Aur Adalat Me Lakho Logo Ko Naukri Mili Hui Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Ishq Mein Jamhoriyat Nhi Hy Warna…. Dharna Dy Dy Kr Tujhy Apna Bna Lety….! Tahir ul Qadri or Imran Khan Ka Veena Malik Ko Sms….
by @irha@ (few years ago!)