Kehte hain ki ISHQ main neend ur jaati hai
Kehte hain ki ISHQ main neend ur jaati hai
Koi humse bhi ishq kare
Khambhaqat neend bahut aati hai
by Raju (few years ago!) / 1060 views
Similar Jokes
Munna : Bole tu ye doctor log operation karne se pehle patient ko behosh kiyu karte hai?
Circuit: simple hai na bhai, patient khud operation karna seek na le .
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher: Insan wu hay ju dusru k kaam aaye Pappu: Lekin exam kay waqt na tu khud insan bantee hay na dusrun ku bannay deti hain
by Mazhar Khan (few years ago!)
Beta: Mama bara ho kar Pilot banoga.
Mom: Mjhy kese pata chalega k ye mere betay ka Jahaaz hai?
Beta: Main guzartay waqt apny ghar pe Gola phenk donga..
by Pak101.com (few years ago!)
Ak Mareez Ne Doctor Se Kaha,
Main Ek Month Se 50Rs. Ki Rozana Dawa Kha Raha Hoon
Lekin Mujhe Koi Fayda Nazar Nahi Aa Raha,
Doctor: Acha To Main Apko Kal Se 40 RS. KI
Dawai Dun Ga,
Jis Se Apko Roz Ka 10RS. Ka Fayda Nazar Aye Ga.
by Prince Aurangzeb Tunio (few years ago!)
Boy said... Do u love me just coz my father left me a fortune?
Girl said... No stupid, I'd love u no matter who left you the money!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ik amir Sardar ko heart surgery ke liye blood ki zarrorat thi.
Ik garib Bania us ko blood donate karta hai. Sardar usko 5 crore ka inam deta hai.
Sardar ko ik bar fir blood ki zarrorat padti hai. Bania badi khushi se usko fir blood donate karta hai. Iss bar Sardar usko ik Cadburies Chocolate gift karta hai.
Bania kaaran poochta hai.
Sardar: Ab meri body me bhi Bania ka khoon dor raha hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek ladki apne Sardar boyfriend ko apni mami se milati hai.
Mami: oh, to tum hamare jamai banna chahte ho?
Funny Sardar: Aapka jamai ban ne ki to koi chahat nahi, par kya karun aapki beti se shaadi karne ka yahi ek raasta hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan:me bara ho k pailat banun ga.
Maan :mujhe kaise pata chale ga k ye mere bete ka jahaz hai.
Pathan:hum ghar k opar se guzarte howte 2 3 bomb phaink dia kare ga.
by Sabir shah (few years ago!)
Patni Aapne Pati Se- Dekh Lena Tumhe Nark Mein
Bhi Jagah Nahi Milegi..
Pati- Achcha Hai, Mai Bhi Har Jagah Tumhare Sath
Nahi Jaana Chahta.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Dad: Beta Apko School Jana Kaisa Laga?
Beta: Suchl Jana Acha Laga Aur Schl Se Lautna Bhi Acha Laga.
Bas Beech Ka Samay Hi Acha Nahi Laga.
by Pak101.com (few years ago!)