Delhi se Meerut
Santa Delhi se Meerut ja raha hota hai
Suddenly Santa bolta hai: Jaldi chalao, fast nahi to
hame kachhe raste se jana parega
Driver: Kyon
Santa: are bewkoof padha nahi, Ye sarak to
Haridwar jaane wali hai, pata nahi kabh chali jaye
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 975 views
Similar Jokes
Santa: Hum 45 Behn Bhai hai Banta: Kya tumare ghar Populatn count krne wale nhi aye? Santa: Aye the,pr hm sb pdh rhe the,wo COACHNG CNTR smajh k vapas chle gye...
by haleema sadia (few years ago!)
NeW sTyLe 2 PrOpOsE a GiRl
Dekho me nhi chahta k mera beta bara ho k tmhari
beti ko line maray
Bura lagega
Agar Tum han karo to dono ko bhen bhai bana dete
hen
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Shaadi aur mobile
Shaadi aur mobile me kya similarity hai?
Sirf dimag me ek hi sooch aati hai ki,
Thode din aur ruk jata to naya model mil jata.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek pathan Ko Police Ne Pakra Aur Poocha:
Tum Ne 50 Aadmi Q Maaray?
pathan:
Janab, Hum 80 Ki Speed Se truck Chala Raha Tha, Achanak Pata Laga Break Nai Lag Rahy.
Ab Hamary Ek Taraf 2 Aadmi Ja Rahy Thy 0r Ek Taraf Barat,
Hum Kisay Maarta?
Police:
2 Aadmiyon Ko, Nuqsan Kam Hota.
pathan:
Hum Ne yehi Kiya Tha,
Ek Aadmi Ko Mara Aur Doosra Baraat Ki Taraf Bhaaga,
Hum ne Truck Us K Peechay Laga Dia..
by Mohammad Ali (few years ago!)
Hello G
G,G
Acha G
Han G
Acha
Acha
Really
Na Oye
Phir
Sachi
Phir
Haan
Kaise
Acha G
Haan
Kia?
Oh Nahi G
Sorry Wrong Number..
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Insan ko Beemar kar Dainay wali Chezon mein Se
aik cheez apno ki judai hai ”
So Plz. Aik 2 sms kar dia karo”Kal v halka jea
bukhar ho gya c..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
RAILWAY INTERVIEW of Pappu:D
Interviewer:- agar do trains ek hi line pe aa
gayi to kya karoge ??
.
Pappu:- Jee, red light dikhaunga..
Interviewer:- Red light na ho to …??
Pappu:- Torch dikhaunga..
Interviewer:- Torch na ho to…??
Pappu:- Apni red shirt utaar kar dikhaunga.
Interviewer:- Shirt bhi red nahuyi to…??
.
Pappu:- Fir main apni mousi ke ladke ko
bulaunga.
Interviewer:- Wo kyun…?? kya wo traino ki
takkar rok dega ??
.
.
.
Pappu:- Jee nahi,
wo kya hai na k usne kabhi 2 traino kitakkar
nahi dekhi….
by Mohammad Ali (few years ago!)
Muftimal Baniya Apne Antim Samaye Par Apni Patni Ko Bulata Hai.
Muftimal: “Sunti Ho Tum Kaha Ho?”
Patni Daudi Chali Aayi Aur Boli: “Haan Ji, Main Yahaan Hoon”
Muftimal: “Mera Beta Aur Beti Kahaan Hai?”
Bache Bhi Muftimal Ke Paas Aaye Aur Bole.
Bache: “Ji Papa, Hum Bhi Yahi Hai”
Muftimal Ko Ye Sun Kar Gussa Aa Gaya Aur Vo Bola
Muftimal: “Jab Tum Sab Idhar Ho To Phir Sath Wale Kamre Ka Pankha Kyun Chal Raha Hai?“
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pagal hr wqt bolta rehta tha
Ghulail bnaoun ga aur Chirya ko maron ga
1 din usko Paglon k Doctor k pas ly gaye aur us ka elaj ho gya
Dr: ab kia karo gay
Pagal:Shadi kron ga Nokri dhoondon ga Ghr bsaon ga
Dr: Very Nice Phir kya kro gy
Pagal:Bchchon ko achhy school bhejon ga
Un ka birthday mnaon ga
Nekr aur Shirt gift ayegi
Dr: Gud Gud Phir
Pagal: Un ki Nekr sy Elastic nikalon ga
phir
Ghulail bnaoun ga aur Chirya ko maron ga
by hearthackervsgirls (few years ago!)
aik foji train main ja raha th
aik foji train main ja raha tha aur aik police wala samnay baitha tha
police walay nay poocha kay chuti pay ja rahay ho to foji nay kaha haan meri bivi ko bacha hua hai
police walay nay kaha kay kitnay arsay bahad ja rahay ho
foji bola 2 saal bahab
police wala phir to bacha haram ka hua
foji haan main bhee to usko police main bharti kara doon ga
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)