Santa Ne News Suni
Santa Ne News Suni Aur Apne Dost Banta Ko Bola.
Santa: “Yaar Ye Bill Gates Bhi Bevkoof Hai Sala”
Banta Hairani Se: “Kyu Be, Esa Kyu Kah Raha Hai?”
Santa Huste Hue: “Usne Skype 4.5 Billion Mein Kareeda Hai, Aur Vo Internet Se Free Mein Download Ho Jata Hai“
by Pak101.com (few years ago!) / 813 views
Similar Jokes
Larki apni Dadi se: Main school nahi jawongi. Rasty main larkay chairty hain
.
DADI:Bahany mat banawo, mai bhi usi raste se roz bazar jati hon, Mujhe to koi nahi chairta
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Wife: "Tum GOA ja rahe ho to
mujhe apne sath kyu nahi le
jate?"
.
.
.
Husband: "Are pagli, Koi
Restaurant jata hai to Tiffin
sath le jata hai kya.?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Masjid mai elaan hogia ke
.
1 bacha mela hai JIN KA HAI, aa ke le jayen
.
1 Pathan jaldi agia owr bola: Mujhe bhi dikhawo "JIN" ka bacha kesa hota hai !
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Laloo to his P.A.: Itne khiladi kyun football ko laat maar rahe hai?
P.A.: Goal karne ke liye.
Laloo: Susra, ball toh pahle se hi gol hai aur kitna gol karenge
by Pak101.com (few years ago!)
1 Memon Se Ksi Ne Masjid K Lye Chanda Manga.
Memon Ne Foran 10,000 Ka Check De Dia.
Aadmi: Is Pr Sign To Kro.
Memon: Hum Nek Kam Me Apna Nam Zahir Nhe
Krte.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Geeta- “Seeta, meri ghadi kho gayi,
kya tumne kahi dekha hai?���
Seeta- “Nahi, chalti thi ya band thi?”
Geeta-”Chalti thi|”
Seeta- “Tab jaroor kahi chalkar gayi hogi
by Pak101.com (few years ago!)
PROFESSOR TO MUNNA: Gandhi Jayanti k baray mein batao?
MUNNA: Bole tu Gandhi bahut jabardast aadmi tha, Baap. Maa Kasam, par apun ko yeh nehin pata k yeh Jayanti kaun hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
A phatan joined Army & was given a Gun.
Phatan: Sir, is ki naali apni taraf rakhun ya dushman ki taraf?
Major: kisi bhi taraf rakh le faida mulk ka hi ho ga.
by Pak101.com (few years ago!)
santa:Meri billi mar gai
banta:kese mari
santa :Maine use nahala diya tha
banta- nahalne se b kahi billi marti h
banta-Maine nahalane k bad use nichod b tha
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 halki c muskuraht
Hazaron dil jeet sakti hai
Hans k to dikhao
(@ .. @)
(<;;;;;;>)
O tera pala ho jay
Tu ty mera v hasa kad dita a
by Mazhar Khan (few years ago!)