Peda hota hai
Santa: Hamare Desh Ki Aausat Mrityu Dar Kya H?
Banta: 100%.
Santa: Kaise?
Banta: Jo Paida Hota H, Wo Mar Hi Jata H.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1115 views
Similar Jokes
Ek pathan cycle pe larki k samny zor se gira aur jaldi se khara ho gaya
larkih Oh my GOD
Pathan:Hum aisy he utarta hai..
by Abdul Hannan (few years ago!)
Desi Old Man: Beta mere daant le ke aa.
Beta: Par pitashiri, abhi to bhojan tayar bhi nahi hua hai
Desi Old Man: Bhojan nahi khana, meine to sahmne wali buddhi ko smile deni hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Driver: Car sheshay ki bottle pr char
Gae ur Punture ho gae
Major Rohail: Tume sheshay ki bottle
Nazar nhi aai?
Driver: Sab bottle ek admi ki jaib main thi
by Abdul Hannan (few years ago!)
Yamraj ne ek ladke ki jaan le li. Chitragupt- is ko waqt se pehle kyon mara?
Yumraj: kya karun, march end mein target jo pura karna tha.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar ko khawab me kisi ne qatal kardia
subah sardar ne apna hbl ka acconut band kara dia. Q k jahan khawab wahan hpl aur hbl khawabun ko tabeer me badal sakta hai.
by Sabir shah (few years ago!)
1 aurat ne Akhbar Me Prha k 1 Admi ne Apni BV Ko 1 Cycle k Badle Sale kr Dia
BV: Tum to Aisa Nhi Karoge Na?
Husband: Main to CAR Se Kam Baat Bhi Nhi Kron Ga !
by Pak101.com (few years ago!)
Tution sir: Abey Gadhe Home Work Kyun Nahi Karta Tu?
New Age Student:
Tameez Se Baat Kar Saale,
Customer Se Aise Baat Karte Hain Kya? :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Sardarni To Sardar:Public Ny Apko Kyu Mara?
Sardar:Darling..
Jeweller Ki Dukan The,
Meiny Sales Girl Ko Itna Pucha: Aj Tmhary
Soney Ka Rate Kya Hai??
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sir: kal class me kyu absent tha?
Boy: girlfriend se milne gaya tha.
Sir: kis liye?
Boy: yes Sirr.. bauhat saare KISS liye……
by Mazhar Khan (few years ago!)
Class Mein Hindi Ki Teacher Ne Pappu Ko Boka
Madam: “Pappu Ek Story Sunao With Moral”
Pappu: “Maine Use Phone Kara Wo So Rahi Thi, Phir Baad Mein Usne Muje Phone Kra Main So Raha Tha.”
“Moral: Jaisi Karni Vaisi Bharni“
by Pak101.com (few years ago!)